Woh Ik Shakhs k jis Sy Shikaytain thun buhat
Woh Aziz Tha Oss Sy Muhabbatain Thee Buhat
Woh Jub mila to dil main koi talb na thee
Bichhar Gaya To Humari Zaroortain Theen Buhat
Woh Yun Mila K Jaisy Kabi Mila He na tha
Meri Zaat Py Oss ki Inayatain Theen Buhat
Mujhy Khud Mery He Payaron Ny Ker Diya Ruswa
K Baat Kuch b Na thee Aur Wazahtain Theen buhat
Har Mourr Py Main Toot'ta Bikharta Raha
Meri Rooh Pe Tanha 'Qayamtain thee buhat.
___________
Visit My Site on Current Affairs
Zabardast
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
Bahut Khoob janab lajawab Kalam pesh kiya
Mohabbat ke deewano per. Shukriya, Mubarekbaad.
Is per kuch alfaz peshe khidmet:
Sunao kisko afsana na apna
hai naa begana,
Likha hai meri kismet main jahan
ki thokren khana.
Baatana ji kaisa laga?
bohat khoob
..........................