Results 1 to 6 of 6

Thread: Muqaddat aazmanay main

  1. #1
    Join Date
    Mar 2009
    Location
    Dhundo :p
    Age
    33
    Posts
    26,334
    Mentioned
    3496 Post(s)
    Tagged
    200 Thread(s)
    Rep Power
    21474878

    Thumbs up Muqaddat aazmanay main

    muqaddar aazmanay main zamanay beet jaatay hain
    muradain dil kee panay main zamanay beet jaatay hain

    nahi rakhta koi himmat agar izhar-e-ulfat kee
    zubaan per baat lanay main zamanay beet jatay hain

    agar ik baar aankhoon main achanak aa basay koi
    usaay dil say bhulanay main zamanay beet jaatay hain

  2. #2
    Join Date
    Feb 2009
    Location
    City Of Light
    Posts
    26,767
    Mentioned
    144 Post(s)
    Tagged
    10310 Thread(s)
    Rep Power
    21474878

    Default Re: Muqaddat aazmanay main

    buhat khub,



    3297731y763i7owcz zps9ed156a3 - Muqaddat aazmanay main

    MAY OUR COUNTRY PROGRESS IN EVERYWHERE AND IN EVERYTHING SO THAT THE WHOLE WORLD SHOULD HAVE PROUD ON US
    PAKISTAN ZINDABAD











  3. #3
    Mohammad Sajid's Avatar
    Mohammad Sajid is offline * خاک نشین *
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Muqaddat aazmanay main

    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  4. #4
    Join Date
    Dec 2009
    Location
    SAb Kya Dil Mein
    Posts
    12,694
    Mentioned
    1006 Post(s)
    Tagged
    2307 Thread(s)
    Rep Power
    21474864

    Default Re: Muqaddat aazmanay main






  5. #5
    Join Date
    Aug 2009
    Location
    Jodhpur . India
    Age
    83
    Posts
    6,218
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    23 Thread(s)
    Rep Power
    21474858

    Default Re: Muqaddat aazmanay main

    Hi Aliza bahut khub, kya kamaal ke shers
    pesh kiye hain. " Use dilse bhulane main
    jamane beet jaate hain" Mashaallah.
    Shukriya. Is se Milte hue kuch alfaz
    peshe khidmet : Ise Daad maan lena:
    " Is dil se teri yaad bhulai nahin jaati,
    ye pyar ki daulet hai mitayi nahin jaati"
    Pleese keep sharing. Bye Bye.

  6. #6
    Join Date
    Mar 2009
    Location
    Dhundo :p
    Age
    33
    Posts
    26,334
    Mentioned
    3496 Post(s)
    Tagged
    200 Thread(s)
    Rep Power
    21474878

    Default Re: Muqaddat aazmanay main

    awesome share dixit jii..........
    n thanks every one..

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •