Page 2 of 2 FirstFirst 12
Results 11 to 19 of 19

Thread: MK Competition, March 10

  1. #11
    Join Date
    Nov 2009
    Location
    karachi
    Posts
    13,250
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474865

    Default Re: MK Competition, March 10

    HUmm jiase he yeh question parha dil se zor se awaz aae nahee bilkul nahee

    jo chala gaya bas chala gaya agar mohabbat hote to kabhee chor kar nahe jata

    mare nazdeek mohabbat waqti lagao nhaee hai balki rooh se rooh ka rishta hota hai

    agar waqia mohabbat ho ge to kabhee kahee nae jae ge . aur wapis apnane ki baat ha to agar rishton main aik bar darar a jae to pher kuch bhee pehle jesa nae hota.
    rain?t1311176404 - MK Competition, March 10


    Yaad Teri Orh Ker Main So Gaya
    Khawab Ka Der Khul Gaya Barish Ke Baad

    Chand Dekh Ker Badloon Ki Qaid Main
    Ik Sitara Ro Deya Barish Ke Baad




  2. #12
    Join Date
    Feb 2010
    Location
    iss dunya me
    Posts
    1,398
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: MK Competition, March 10


    "wo kahin b gia lauta to mere paas aya
    bus yhi baat achi hai mere harjai ki"
    to frnds jub wo laut aya hai to mera hua na,phir uss se bichhar kr jo tarap mili,to uss tarap ko khatam krne ka best way yhi hai hai,k Allah k farman k mutabiq Muaf kr do,Allah b khush,apko b sakoon mili jaye ga..
    Muafi sub kuch bhula kr he di jati hai,jub sub kuch bhula dia to taluq b pahle jesa ho ga...agr wo waqiye sudhar gia hai to pahle se acha ho sakta hai k ab uski trf se b koi galti k ka chance km hai.....

  3. #13
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: MK Competition, March 10

    Hijab Sharing


    Mere khiyal mein is sawal ka koi hatmi jawab nahi hai.
    I think it varies from person to person and
    experience to experience. It also depends on situations
    and circumstances. Aur mere khiyal mein is sawal ka jawab
    kuch youn hoga ke agar woh insan jis se aap mohabbat kerte hein
    aap ko kise "majboori" ki wajh say chour ker gaya aur ab us ki
    woh majboori khatam ho chuki hai aur halaat sazgar

    aur
    woh wapis aa gaya hai aur aap ke sath aur mohabbat ka
    matlashi hai tou usay zaroor apna lena chaiye kyon ke hum lakh kahein
    ke mohabbat ke pairon mein majbooriyon ke bariyan nahi hoti, magar
    yeh haqeeqat nahi hai. Mohabbat ke afsanwi aur romanvi roop
    ke ilawa kuch sanjeeda aur practical roop bhi hein, jin mein halat,
    waqt, majbooriyan aur dosray rishtay hayal hotay hein. So, agar
    woh insan
    aap ke sath kise majboori ki wajh se chour ker gaya tha aur
    ab lout aya hai tou usay apnana he mohabbat hai kyon ke yeh alah-zarfi
    hai aur mohabbat alah-zarf hoti hai. Ana se dour aur maf kerna wali.
    Aur dosri situation yeh banti hai ke woh shaksh aap ko kise "ghalt-fehmi"
    aur "bad-gumani" ki wajh se chour ker gaya hai jo aap ki zaat se
    related hoti hai. So agar woh aap ko is wajh se chour ker g
    So agar woh aap ko is wajh se chour ker gaya hai
    and ab usay ehsah ho geya hai ke woh ghalat tha aur aap theek, tou woh
    lout aya hai. Ab depend totally agle insan per kerta hai ke woh
    apne mehboob ko maaf ker sakta hai ke nahi. Kyon ke ho sakta hai
    us ne aap ki baat na suni ho, logon ki baaton mein aa ker aap ko chour diya
    ho tou phir aap
    apni marzi ke mutabiq souchna pare ga. Lekin mere khiyal
    mein agar woh poray dil se sherminda hai aur apne aitmad ko doubara
    build-up kerna chahta hai tou usay mouqa dena chaiye kyon ke mohabbat
    kache sheesay ki manid hai aur is mein ja-ba-ja dararein parti rehti hein,
    jisay mohabbat aur aitmad se kundan banana parta hai. So, overall, I think
    maaf ker dena chaiye aur apni mohabbat ko apna lena c
    haiye, kyon ke
    mohabbat dil-lagi nahi, ke tou nahi tou aur sahi. Aur mohabbat zindagi
    mein hoti tou kaye bar hogi, magar milti "kismat" se "aik bar"
    he hai.
    Mohabbat zindagi hai.
    Aur tou meri mohabbat hai.

  4. #14
    Join Date
    Jan 2010
    Location
    lahore
    Age
    39
    Posts
    532
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: MK Competition, March 10

    AAPO NICE SHareing

  5. #15
    Join Date
    Oct 2009
    Location
    bahrain
    Age
    32
    Posts
    9,257
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: MK Competition, March 10

    awal to mhbt wohi suchi h jo chor k hi na jaye
    aur agr wo chor b jaye to us k wapis anay pe us se talluq durust krlungi
    akhir ko jo b h wo meri mhbt h

  6. #16
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    karachi
    Age
    35
    Posts
    997
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    45 Thread(s)
    Rep Power
    21474851

    Default Re: MK Competition, March 10

    Mohabbat to aisa lafz hai jis main saath aajata hai aur agar koi shaks aik dafa saath chor jaye to usey dobara nahi apna sakti...kyun key wo takleef aur aziyat jo kisi k saath chor kar janey k bad insan sehta hai wo kisi k lout kar aaney sey kum nahi hosakti...
    idamg0 - MK Competition, March 10

  7. #17
    Join Date
    Jan 2010
    Location
    sialkot
    Age
    36
    Posts
    6,275
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    37 Thread(s)
    Rep Power
    21474858

    Default Re: MK Competition, March 10

    jo aik bar chala gaya wo waps b a jaye tu apna nahi sakti aur na phely jasi uss se mobhhat rahti hai aik bar yaheen thot jaye dobara nahi a sakta yahi lagta hai k aj nahi tu kal kabi b chor ke ja sakta hai

  8. #18
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Karachi
    Age
    35
    Posts
    32,906
    Mentioned
    46 Post(s)
    Tagged
    5939 Thread(s)
    Rep Power
    21474885

    Default Re: MK Competition, March 10

    main nhi apnaonga..!!
    main agr kisi say sacchay dil se muhabbat karun aur meri muhabbat mjhe chor k chali jaye to bat yaheen khtm hojati hai..
    agar dobara wapis ajaye to main usay apna kar apni mubbat ki tazleel nhi karunga...meri muhabbat itny gayi guzri aur mere emotions faltu k nhi hain k koi thokar mar k chala jaye aur bad main wapis ane ka kahe...no way..!!

    8bffd51cd2705b99335ce635a13dbb09 zps81c9bfed - MK Competition, March 10

    ..!!


  9. #19
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: MK Competition, March 10


Page 2 of 2 FirstFirst 12

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •