Page 13 of 18 FirstFirst ... 31112131415 ... LastLast
Results 121 to 130 of 180

Thread: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

  1. #121
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    Quote Originally Posted by LoRD View Post
    ab yeh b clear kar dein k "aap ki muhabbat" ka matlab kia hota hai ??
    coz mein toh na samjh hoon, as i said in frst rply. jitni samjh aai utna reply ker dia.
    ab sahi se clear ker dein bari appo
    agar ap na samjh hian or baat pori nahi smjh saktey tu mera khayal hia ap ko phir yaha rplies bhi nahi karna chahye coz jo kuch app kahe gai phir wo hum bhi nahi samjhye gai ...
    Q lucky ka or apna reply phir parh lijeye.

  2. #122
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    Quote Originally Posted by LoRD View Post
    hahah koi haal ni , baat yahein pe khatam ho jati hai k aap yeh maan rahi hein k muhabbat ki nahi jati , ho jati hai , toh phir aap apni marzi se chore kesay sakti hain ? muhabbat honay k time b aap ki marzi ni thi na bus ho gai us time banda be bas hota hai , toh jab chornay k time aap ki marzi kesay hogi ?? +++++ay gi toh chorein gay na ..... aur ager chore di hai toh matlab muhabbat kabhi thi he nahi ...

    No Offence haan...

    chalye app jo samjh lijeye ke MOhabbat nahi thi..kuke jaha tak meri soch hai main aik Fraud ke sath sirf yeh soch ker zindagi guzar lon ke mjhe us se mohbt hia tu mian na he koi farishta ho janab na he koi achi insan aik aamm insan ki tarah he hon or sochian bhi aamm he hian...tu main chor dongi haan hone time nahi pata hota ...chorne time pata hota hia...jab pata ho fraud hai cheater hai ...

  3. #123
    Join Date
    Oct 2008
    Location
    Location changed on 13March
    Posts
    507
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    Quote Originally Posted by Jerry View Post

    jab wo shaks chor ker chala gaya hum tu tab bhi MOhabbat ke khatam hone ki bat nahi karhe ...baat kuch or horahe hai or ja kahe or rahe hia.
    matlab us k aanay k baad aap ki muhabbat us k liye khatam nahi hogi lakin aap apnaein gay nahi , yahi kaha na aap ne ??

    look mam, jab muhabbat dil mein hoti hai toh door bhejnay ko dil nai karta
    wo khushqismat loag - Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

  4. #124
    Join Date
    Oct 2008
    Location
    Location changed on 13March
    Posts
    507
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    Quote Originally Posted by Jerry View Post

    acha jaha app ko itna ignore kiya jara hai waha phir bhi ap ki aise soch hia bari baat hia janab ap ki phir tu,

    mein pahlay b keh chuka hoon ab b kahing k muhabbat azaad hoti hai
    , is per depend nahi karti k wo ignore ker rha hai.
    wo khushqismat loag - Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

  5. #125
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    Quote Originally Posted by LoRD View Post
    matlab us k aanay k baad aap ki muhabbat us k liye khatam nahi hogi lakin aap apnaein gay nahi , yahi kaha na aap ne ??

    look mam, jab muhabbat dil mein hoti hai toh door bhejnay ko dil nai karta
    dorr kis ne bheja ?
    gaya kaun main ya wo ?

  6. #126
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    Quote Originally Posted by LoRD View Post
    mein pahlay b keh chuka hoon ab b kahing k muhabbat azaad hoti hai
    , is per depend nahi karti k wo ignore ker rha hai.
    chalo yeh aik naya qisa mohabbat azad hai sahi hai jis raah jao koi mana nahi kare ga aik ke ssath dosra affair bhi rakho koi mana nahi kare ga

    itni azad hia ap ki mohabbat ?

  7. #127
    Join Date
    Oct 2008
    Location
    Location changed on 13March
    Posts
    507
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    Quote Originally Posted by Jerry View Post

    dorr kis ne bheja ?
    gaya kaun main ya wo ?

    array us ki wapsi ki baat kar raha hoon, appo relax ho k post ko parha karein na
    wo khushqismat loag - Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

  8. #128
    Join Date
    Oct 2008
    Location
    Location changed on 13March
    Posts
    507
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    Quote Originally Posted by Jerry View Post

    chalo yeh aik naya qisa mohabbat azad hai sahi hai jis raah jao koi mana nahi kare ga aik ke ssath dosra affair bhi rakho koi mana nahi kare ga

    itni azad hia ap ki mohabbat ?
    wot?? siso samjh nahi aai aap kia kahing.

    mein kahing k muhabbat halaat pe situations pe depend nahi karti , muhabbat yeh nahi dekhti k jis se muhabbat ki hai wo b aap se muhabbat karta hai ya nahi , mein baat kar raha hoon k yeh zaroori nahi hai k muhabbat dono tarf ho . sirf aik tarf b toh ho sakti hai .
    wo khushqismat loag - Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

  9. #129
    Join Date
    Oct 2008
    Location
    Location changed on 13March
    Posts
    507
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    aik maa'n hai , aik us ka beta hai chotaa sa, maa'n ko apnay betay se bohat muhabbat hoti hai bara pyar karti hai us se, beta thora bara hota hai toh maa'n ko tang kerta hai , bohat sataata hai, lakin maa'n phir b usay pyar karti hai isi liye usay samjhati b hai , beta bohat he sataata hai maa'n ko lakin maa'n k dil mein apnay betay k liye muhabbat kam nahi hoti, beta ghar chor k chala jata hai maa'n bohat preshaan rehti hai roti rehti hai , kuch din k baad beta wapis aata hai toh maa'n bhaag usay galay lagaati hai. yahan pe story pause..... (abi maan ko yeh pata nahi hai k beta ghar kiu aya hai , kia pata wo ghar se koi cheez lene k liye aya ho bus.)

    phir play, beta waqe he koi cheez lene aya tha aur le k phir chala gia. us ne maan ka haal tak na poocha. story stop. (jitni deir wo maan k paas raha maa'n ko skoon raha, us k janay k baad phir wo milnay ki tarap)

    maan k dil mein bete k liye muhabbat nahi khatam hui aur na he us ne apnay bete ko bad'duaein dein,
    us k dil se phir b duaein niklein k ya Allah mere betay ko Naik bana day.

    yeh hoti hai muhabbat aur muhabbat sachi he hoti hai , jo k khatam nahi hoti. jo sachi na ho usay muhabbat nahi kaha ja sakta.

    aik banday ko kisi doosray banday se mujhabbat ho jati hai lakin doosray banday ko us banday se muhabbat nahi hoti toh is mein us ka kia qasoor???

    lakin aisa honay per pahlay walay k dil mein doosray k liye muhabbat khatam toh nahi ho jati na, wo toh hmesha qaim rahay gi aur hmesha milnay ki bechaini rahay gi.

    aik banday ko kisi cheat se muhabbat ho jati hai sab ko pata hai k aik cheat hmesha dhoka he day ga, sab ne kaha aisa na karo wo banda cheat hai wo tumhein dhoka de ga, us ne kaha mere bas mein nahi hai bus mujhay us se muhabbat ho gai hai , aikhir us cheat ne wesa he kia usay chor ker chala gia , jis ne muhabbat ki thi usay bechaini rhti kiu k us k dil mein us cheat k liye muhabbat thi wo muhabbat tarpati k usay dekhna hai us se milna hai.lakin us k liye muhabbat kabhi kam nahi hui kiu k usay pata tha k yeh cheat hai kabhi b cheat ker sakta hai ... aakhir aik din wo cheat wapis a gia toh bohat skoon mila aur muhabbat aur b barh gai.

    aik larki hai jisay dunia ka kuch pata nahi hai bohat he masoom hai even usay muhabbat ka b nahi pata bohat he nadaan hai.
    aik banday ko us se muhabbat ho jati hai , yeh baaat wo us larki ko b batata hai , larki us k saath chalnay lagti hai .
    phir aik time aata hai wo masoom larki dunia walon k fraib mein a ker us larkay se alag ho jati hai , lakin us larkay k dil mein larki k liye muhabbat khatam nahi hoti kiu k usay pata tha k wo larki bohat masoom hai usay dunia walon ne use kia hai. phir aik time aata hai wo larki wapis a jati hai usi larkay k paas , larkay k dil mein aur b muhabbat barh jati hai .

    saaray is baat pe pata nahi kiu behas kar rahay hain k usay muaaf ker dein gay ya nahi karein gay etc.. mein kehta hoon k jab us ki ghalti he koi nahi toh phir muaafi kesi ???

    muhabbat mein apna aap mit jata hai .

    Teri zaat mein Gum Tere saath mein Gum
    Tujhay sochtay rehna , Teri her baat mein Gum


    baaqi baad mein , type kartay kertay gala khushk ho gia hai

    oh haan yeh b k, dil mein jis k liye muhabbat hoti hai toh us k liye Allah se Dua b bohat hoti hai , choo'n k dil se dua nikalti hai toh dua poori b hoti hai , Allah Duaein sun'nay wala hai sunta aur Qabool fermata hai.

    wo khushqismat loag - Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

  10. #130
    Join Date
    Oct 2008
    Location
    Location changed on 13March
    Posts
    507
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    Quote Originally Posted by Jerry View Post
    agar ap na samjh hian or baat pori nahi smjh saktey tu mera khayal hia ap ko phir yaha rplies bhi nahi karna chahye coz jo kuch app kahe gai phir wo hum bhi nahi samjhye gai ...
    Ooppsss . . ok siso nahi karta reply coz kabhi kabhi aap ka khayal sahi b hota hoga aur kia pata wo "kabhi" aaj he ho

    actualy mujhay invt aya tha tabhi yahan reply kia,

    ab mere sory bolnay se wo time toh nahi wapis anay wala jo meri wajah se aap sab ka waste hua

    is liye thanks
    wo khushqismat loag - Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

Page 13 of 18 FirstFirst ... 31112131415 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •