kion ?
tum kis binaa par apna lo ge.....?
kia us ki zindagi main tumhari koi ahmiyat nahi k woh tumhain chor day or tum usay itni ahmiyat do k usay apna lo....?
agar usay tumhari zarurat ho ge tumhari qadar ho ge to woh tumhain kabhi chor kr nahi ja'ay ga...
or maan lo k agar majburi yaa buray halaat ki wajaah say chor bhi diya to kia pata kal jb woh tumhary pass wapis aa'ay to tumhari zindagi badal chuki ho halaat kuch or he hoon....shayed us wqt tumhari shadi ho chuki ho phir tum kia karo ge.....?
phir bhi apna lo ge?
aap ki baat hi aap ko btaati hoon jaisa k aap ny kaha k agar aik baar kisi k liye muhabbar paida ho skti hai to dobara b ho skti ha...yahi kaha na u ny?
to janab aap ki muhabbat aap ko chor kr ga e to dobara muhabbat paida ho skti hai jaisa aap ny kaha to jaany k baad dobara muhabbat paida ho ga e to wo wapis aa ga e....
Khud Ko Bud Naseeb Kehny K Gunaah Say Bachty Raho
matlab saada sa hai
ap apni mohabbat nhi bhula sktay...chahay zamana kitna e aagay nikal jay...ap apny ooper waqt ki kae parteen charha len.....
jb kbhi ap mazi me jhanke gy aap usy yaad zrur kren gy.....
haan ap k lye us ka aik bar jana or 2bara lout ana beshak kabil e kabool na ho...ye or bat hai...q k
us waqt aap k zehan me boht sy khudshay hon gy boht sy shikwe hoon gy,us k bary me boht sy sawalaat hoon gy...
aur tab aap apny meboob apny pyary ko thukra b den gy qu k us ne b to app ko chorra tha aik br....
mgr hskta hai boht bad boht bad app ko pachtava gher ly.....k agr us ne mje chorra tha to me ne konsa usy apnaya me ne b usy chorr diya....
pher us me or ap me kiya farq raha...
zara thehriye or sochiye zrur
mera kehnya ka matlab ap nya ult liya liya
mein nya kaha agar uss kiya dil mein mohabat pada ho sakti hai ek bar to dobara bho sakti hai ap nya yahi souna
janab mein ap ko yeh batana cahta hoon kiya uss kiya dil mein agar kisis kiya liya mohabat pada ho sakti hai ore woh ap ko chore ker cahli jati hai uss ka dil tota ap ki pass wapis aa gai phir uss kop kisi kiya sath mohabat ho gai phir ap ko chore ker chali gai iss kiya matlab jitni bar woh hamrya pass aya hum uss ko apna lein jab jaiya uss ko janya dein
ap kiya kehnya ka yah matlab
Last edited by Usm@n Butt; 06-03-2010 at 09:05 PM.
Khud Ko Bud Naseeb Kehny K Gunaah Say Bachty Raho
yes u r right...agar us ny ghalti ki hai to hum konsa bohat bara karnama anjaam day rahy hain hum b to wahi ghalti kren gay na usy na apna kr...to phir hum main or us main faraq kia reh gya wo chor gya to wo gunahgaar ho gya or hum chor dain to bohat mahaan ban gaye...
i agree with u
Khud Ko Bud Naseeb Kehny K Gunaah Say Bachty Raho