Page 1 of 18 12311 ... LastLast
Results 1 to 10 of 180

Thread: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

  1. #1
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    sweet home
    Posts
    10,033
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    10737444

    shot Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    Aslamoalikum

    kaisy hain sab?

    title say pata chal gya hoga k yahan kia hony wala hai.

    first of all sb say request jo log behs o mubahisa ko bardaasht nahi kr skty wo yahan lraa e jhagra krny say behtar hai k chup rahen its rule and rule ko bhoolna nahi

    i mean main kisi qisam ki lraa e nahi chahti or SD ka mahol khraab nahi krna chahti....

    Question

    g to qustion ye hai k agar aap ki muhabbat aap ko chor jaye or wo dobara wapis aa jaye to aap kia kren gay?
    usy muaaf kr dain gay apna lain gay ya usy chor dain gay?



    sub se request hai fazol replies or aik icon wale post karne se parhez kijeye ga aagar kisi ne yaha baat karne hai tu sirf wo he replies karai..agar kisi ne kiya tu post delete karde jaye gi..
    Last edited by *Lucky*; 03-03-2010 at 05:48 PM.

    Khud Ko Bud Naseeb Kehny K Gunaah Say Bachty Raho

  2. #2
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    sweet home
    Posts
    10,033
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    10737444

    Default Re: behas o mubahisa related 2 Muhabbat

    plzzzzzzzzz its request k lraa e jhagry say parhez kren plzzzzzzzzz

    Khud Ko Bud Naseeb Kehny K Gunaah Say Bachty Raho

  3. #3
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    ..........
    Age
    42
    Posts
    6,754
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    923 Thread(s)
    Rep Power
    21474859

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    hmmmmmmmmm yeh aap baar baar laraye jhagra ke baat kion kar raha hoo iis Q mein too koye bi esy baat nahi hai jis say laraye hoo



    anyways i think on very realistic ground depend karta hai k aap ke muhabbat jab wapis aye hai uus waqt aap k circumstances kia hain i mean aap kin halaat mein hain.......... coz ho skta hai jab apke muhabbat apko chore k gaye ho uus waqt halaat oor hoo oor jab wapis aye uus waqt haalaat oor hoo



    ho sakta hai jab kisy ke muhabbat wapis aye uus waqt tak usay aqal bi aa jaye (just kidding)
    error in siggy loading.....



  4. #4
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    sweet home
    Posts
    10,033
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    10737444

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    actually behs o mubahisa main lraa e jhagra ho jata hai is liye baar baar kahing...

    jb members reply kren gay to asl behas start hogi

    Khud Ko Bud Naseeb Kehny K Gunaah Say Bachty Raho

  5. #5
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    Walekum Salam

    Nice Topic /up

    Jaane Waale Agar Chale Jaayein Aur Agar Laut Ke Waapis

    Aayein To Tub Apnaaya Jaa Sakta Hai

    Jub Hum Pe Kisi Aur Ka Haq Na Ho

    Agar Dil Ne Kisi Aur Ko Chunn Liya

    To Bewafayi To Nahin Ho Sakti Na

    Waise Bhi Kisi Ke Jaane Se Zindagi Khatam Nahin Ho Jaati
    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  6. #6
    Join Date
    Jan 2010
    Location
    lahore
    Age
    38
    Posts
    532
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474851

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    walaikum us salllam .......
    uffffffff..........kon larai jhagra kar raha hai
    yahan tu esa kuch b nahi blossom ji.....

    i
    Think.... jab ap ki Muhabbat aap ko chor k wapis aaye tu aap ki felling uss k liya wesi naa rehi ho. Halaat our waqat badaal chukay hoon....
    lekin ... yeh baat pakki hai lout aane ki khushi hoti hai .....

    Anna ki baat hai warna muhabat ab b baqi he
    usay meri mujhey uski zarurat ab b baqi he
    koi mushkil darpesh aaey lout aana tum
    tumhare vaste dil mein aaqidat ab b baqi he
    1

  7. #7
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    sweet home
    Posts
    10,033
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    10737444

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    yes aap sb theek keh rahy hain...

    but sb k views aik jaisy nahi hoty...

    zaroori nahi k jaisa main or aap sochty hain waisa hi sab sochty hain bohat say log hain jo is baat say agree nahi krty...

    un ka khyal hai k agr aap ki muhabbat chali ga e to bus chali ga e usy dobara apnaya nahi jaa skta usy muaaf nahi kia jaa skta...

    Khud Ko Bud Naseeb Kehny K Gunaah Say Bachty Raho

  8. #8
    Join Date
    Dec 2009
    Location
    SAb Kya Dil Mein
    Posts
    12,694
    Mentioned
    1006 Post(s)
    Tagged
    2307 Thread(s)
    Rep Power
    21474864

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    salam

    merya khyaal sya agar ap k mohabat ap ko chaore ker chali jiya to ore phir ap kia pass wapis aa jiya to usya nahi apna cahya
    bil farz ap uss ko apna bhi letya hein to ap kiya dil mein yaan uss kiya dil mein pehliya jesi muhabat nahi rehti hai
    simple si baat hai uss kiya bad zindagi mein lari kiya sawa kuch nahi milta

    kion kiya agar woh ap ko ek bar chore ker ja sakti hai kisi kiya liya to dobara bhi ja sakti hai





  9. #9
    Join Date
    Feb 2010
    Location
    iss dunya me
    Posts
    1,398
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    Wa alaikum As Salam...
    yes...coz muaf kr dene ko apna dil b betab ho ga na....
    subah ka bhoola agr sham ko laut aye to usse bhoola nai kehte...
    Allah ka rasta Muafi ka hai na...
    Last edited by Ruby Ahmed; 03-03-2010 at 08:52 PM.

  10. #10
    Join Date
    Dec 2009
    Location
    SAb Kya Dil Mein
    Posts
    12,694
    Mentioned
    1006 Post(s)
    Tagged
    2307 Thread(s)
    Rep Power
    21474864

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    ap ki baat theek hai kiya maaf ker dena cahya
    per mohabat to pehliya jesi nahi na rehti
    lakh apnya dil ko samjha lo per ap nahi samjha pao giya





Page 1 of 18 12311 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •