Page 14 of 18 FirstFirst ... 41213141516 ... LastLast
Results 131 to 140 of 180

Thread: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

  1. #131
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Someone's Heart
    Posts
    25,848
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    24 Thread(s)
    Rep Power
    21474878

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    Quote Originally Posted by Popeye View Post


    jab iss topic key liye relevant section hai tou Gup Shup kioun ?
    kio yahan kio nai?
    Muhbbat kadah ki baat ker rahy ho?.
    behas o mubahisa jo hota hai us ko kaya kehtay discussion na?...tu GS main kio nai ho sakti wo?
    ap interested nai tu na participate karo simple is tht
    SD ki Basanti

    Chal DhanoOo

    I Love the feelings When U Hold My Hand....

    53339010150654137193873 - Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

  2. #132
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Someone's Heart
    Posts
    25,848
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    24 Thread(s)
    Rep Power
    21474878

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    sirf aankhein kholein na demagh b kholna tha

    dimaag khula howa hai tum apni samhj kholo




    yahi toh mein khapp raha hoon k muhabbat jab hoti hai toh aqal ya shakal dekh k ni hoti bas ho jati hai , ok farz karo muhabbat ho gai, jesay ap ne kaha k honay k baad pata chala k wo banda fraud hai, hun fer??? kia ab muhabbat khatam ho jaye gi ??? dassein dassein

    uncle tu ap ko pata chala wo fraud hai cheat hai....tu chor do aisay shakhs ko rog laga lo gaye kaya...haan tym zaroor lagay ga...wo b ais liye keh ap nay us ko chaha tha muhbbat ki thi.....lakin aisay logon k liye jazbaat khud khatam ho jatay hain...jin ko muhbbat ki qadar nai pata hoti.... wo log ais lyk nai hotay keh un ko chaha jaye...as i told earlier keh muhbbat ka darja buht oncha hai koi nai samhj sakta na koi aj tak samhj paya hai....
    SD ki Basanti

    Chal DhanoOo

    I Love the feelings When U Hold My Hand....

    53339010150654137193873 - Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

  3. #133
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Someone's Heart
    Posts
    25,848
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    24 Thread(s)
    Rep Power
    21474878

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    enough discussion ho gayi hai yaar


    n i had enough koi kisi ko nai samhja sakta soch nai badal sakta kisi ki b koi bhi


    me or nai behas ker sakti ais per..jitni ker li us main he samhjany ki try ki kisi ko nai ayi tu us ki apni soch na hum kaya ker saktay hain...so frm my side its over
    SD ki Basanti

    Chal DhanoOo

    I Love the feelings When U Hold My Hand....

    53339010150654137193873 - Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

  4. #134
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    boojho to janain
    Posts
    9,901
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    32 Thread(s)
    Rep Power
    21474862

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    Quote Originally Posted by Pooh View Post


    wah kasmay cheeti lagi hai meri jaan jia...

    samhja day in jazbati logon ko jia kch
    thanx jani....
    Muhabbat main aksar log jazbati ho jaty hain but as we know k jazbat main kiay faislay aksar bury natijy ka sabab hotay hain...../khana

  5. #135
    Join Date
    Feb 2010
    Location
    iss dunya me
    Posts
    1,398
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    ben g...sub ki apni raye hoti hai,isi tarah mai apki raye ka ehtram krti hu,per mere khiyal me Pyar kabhi badal nai sakta,na km ziyada hota hai,jo badal jaye wo pyaar nai...dil ka behlawa hai...
    jese Allah Almighty farmate hn,k sache dil se ki gai aik tauba bandon ko mausoom aur pak kr deti hai,yun jese uss ne koi gunah kia na ho,to kia jub hum apne Allah se itne gunah krne k bad Muafi chah sakte hn,to apne payaron ko Q muaf nai kr sakte,usi tarah se?
    Allah Almighty k farman k mutabiq,k
    kro tum ehsan ahle zameen per
    Khuda Mehrban hoga Arshe bareen per....
    Last edited by Ruby Ahmed; 05-03-2010 at 06:07 PM.

  6. #136
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    sweet home
    Posts
    10,033
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    10737444

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    Quote Originally Posted by Jerry View Post

    phele tu u kahing ke MOhabat dene ka naam hia lene ka nahi ab phir ku kahing ke return mangti hia ? na lo na phir ? wo bhaley sirf is waja se wapis aye ke usi sub jaga se thokar mil gaye tu ap apna lo gia usko aise he tu apna lo phir ... sub aik jaise nature ke naih hote na hum log jo na kehrahe hain wo nahi apna sakey gai...yaha ana nahi arahe leken aik insan hota hai uske kuch jazbat hote hain ...jab Feelings hurt hoti haina tu sach manu bhot dukh hota hai..ALLAH NA KARE kabhi pare tum per...agar par gaye na tu bhol jaogi ke tumne yeh sub kha tha ke apna logi..chanda jani nahi apnaogi yeh bhi likh lo..han agar sahara chahye hoga tu apna logi...zindagi tu baher tor guzarni haina...

    shayd kuch talkhi agaye hai sorry...
    dont worry yaar koi talkhi nahi no need to sorry

    yes main ny kaha k leny ka nahi deny ka naam hai...is ka ye mtlb nahi k aap saamny waaly say muhabbat chahty hi nahi....nahi yaar jb meri waja say kisi ko khushi milti hai na to main bohat khush hoti hoon or asal khushi b wahi hoti hai to jb aap sb kuch bhula kr kisi insaan ko apna lety hain to Khuda bohat khush hota hai to jb Khuda khush hoga to is say barh kr aap k liye kia khushi ho skti hai...
    Quote Originally Posted by Jerry View Post

    u ka bara dil haina phir;
    yes thank God

    Quote Originally Posted by Jerry View Post



    sahi kehrahe ho u ke izaat burh jati hai leken dil ka kiya karain janab wo manta he nahi ...
    yani jo ghalti us ny ki aap b wahi ghalti kro gay ?

    Khud Ko Bud Naseeb Kehny K Gunaah Say Bachty Raho

  7. #137
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    sweet home
    Posts
    10,033
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    10737444

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    Quote Originally Posted by Jerry View Post


    Taraqi Mohabbat yeh sub yaha kaha se agaya ?
    Quote Originally Posted by Jerry View Post

    kion k kamyaabi muhabbat say ittefaaq say milti hai...


    wo inke baqol majbor hogi na.
    yes main kehti hoon k majbooriaan insaan ko bohat kuch krny pr majboor kr deti hain bohat kuch matlab bohat kuch...

    Quote Originally Posted by Jerry View Post

    samjho tu MOhabbat hai ..
    yes muhabbat hi hai is main smjhny wali kia baat hai

    Quote Originally Posted by Jerry View Post

    yehe dekha maine kha tha na.
    yes u were right

    Quote Originally Posted by Jerry View Post


    hmm...mjhe inki apni he sochon se baghawat ki boo arhe hia.
    apni apni soch ki baat hai koi kisi ko apna lay to apni sochon say bghawat?
    Quote Originally Posted by Jerry View Post

    tu phele MOhabbat nahi thi kiya jo bad main ane per mohabbat thi
    pehly b muhabbat thi or agar nahi thi to baad main zaroor muhabbat hogi

    Khud Ko Bud Naseeb Kehny K Gunaah Say Bachty Raho

  8. #138
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    sweet home
    Posts
    10,033
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    10737444

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    Quote Originally Posted by ♥Haya♥ View Post
    ben g...sub ki apni raye hoti hai,isi tarah mai apki raye ka ehtram krti hu,per mere khiyal me Pyar kabhi badal nai sakta,na km ziyada hota hai,jo badal jaye wo pyaar nai...dil ka behlawa hai...

    jese Allah Almighty farmate hn,k sache dil se ki gai aik tauba bandon ko mausoom aur pak kr deti hai,yun jese uss ne koi gunah kia na ho,to kia jub hum apne Allah se itne gunah krne k bad Muafi chah sakte hn,to apne payaron ko Q muaf nai kr sakte,usi tarah se?
    Allah Almighty k farman k mutabiq,k
    kro tum ehsan ahle zameen per

    Khuda Mehrban hoga Arshe bareen per....
    yes u r right

    Khud Ko Bud Naseeb Kehny K Gunaah Say Bachty Raho

  9. #139
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    Quote Originally Posted by LoRD View Post
    wot?? siso samjh nahi aai aap kia kahing.

    mein kahing k muhabbat halaat pe situations pe depend nahi karti , muhabbat yeh nahi dekhti k jis se muhabbat ki hai wo b aap se muhabbat karta hai ya nahi , mein baat kar raha hoon k yeh zaroori nahi hai k muhabbat dono tarf ho . sirf aik tarf b toh ho sakti hai .
    chalo yaha tu baat he khatam na ke Mohabbat aik taraf ki hogi tu phir kis baat ki tention hahahaha phir tu apna he lo jab thi he aik taraf tu kaun gaya or kaun aya is main kiya jata bhai mere Q plz parh lo jo pocha jarha hai us per baat ho tu zaida behter hai.

  10. #140
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Behas O Mubahisa Related 2 Muhabbat

    Quote Originally Posted by LoRD View Post
    aik maa'n hai , aik us ka beta hai chotaa sa, maa'n ko apnay betay se bohat muhabbat hoti hai bara pyar karti hai us se, beta thora bara hota hai toh maa'n ko tang kerta hai , bohat sataata hai, lakin maa'n phir b usay pyar karti hai isi liye usay samjhati b hai , beta bohat he sataata hai maa'n ko lakin maa'n k dil mein apnay betay k liye muhabbat kam nahi hoti, beta ghar chor k chala jata hai maa'n bohat preshaan rehti hai roti rehti hai , kuch din k baad beta wapis aata hai toh maa'n bhaag usay galay lagaati hai. yahan pe story pause..... (abi maan ko yeh pata nahi hai k beta ghar kiu aya hai , kia pata wo ghar se koi cheez lene k liye aya ho bus.)

    phir play, beta waqe he koi cheez lene aya tha aur le k phir chala gia. us ne maan ka haal tak na poocha. story stop. (jitni deir wo maan k paas raha maa'n ko skoon raha, us k janay k baad phir wo milnay ki tarap)

    maan k dil mein bete k liye muhabbat nahi khatam hui aur na he us ne apnay bete ko bad'duaein dein,
    us k dil se phir b duaein niklein k ya Allah mere betay ko Naik bana day.

    yeh hoti hai muhabbat aur muhabbat sachi he hoti hai , jo k khatam nahi hoti. jo sachi na ho usay muhabbat nahi kaha ja sakta.

    aik banday ko kisi doosray banday se mujhabbat ho jati hai lakin doosray banday ko us banday se muhabbat nahi hoti toh is mein us ka kia qasoor???

    lakin aisa honay per pahlay walay k dil mein doosray k liye muhabbat khatam toh nahi ho jati na, wo toh hmesha qaim rahay gi aur hmesha milnay ki bechaini rahay gi.

    aik banday ko kisi cheat se muhabbat ho jati hai sab ko pata hai k aik cheat hmesha dhoka he day ga, sab ne kaha aisa na karo wo banda cheat hai wo tumhein dhoka de ga, us ne kaha mere bas mein nahi hai bus mujhay us se muhabbat ho gai hai , aikhir us cheat ne wesa he kia usay chor ker chala gia , jis ne muhabbat ki thi usay bechaini rhti kiu k us k dil mein us cheat k liye muhabbat thi wo muhabbat tarpati k usay dekhna hai us se milna hai.lakin us k liye muhabbat kabhi kam nahi hui kiu k usay pata tha k yeh cheat hai kabhi b cheat ker sakta hai ... aakhir aik din wo cheat wapis a gia toh bohat skoon mila aur muhabbat aur b barh gai.

    aik larki hai jisay dunia ka kuch pata nahi hai bohat he masoom hai even usay muhabbat ka b nahi pata bohat he nadaan hai.
    aik banday ko us se muhabbat ho jati hai , yeh baaat wo us larki ko b batata hai , larki us k saath chalnay lagti hai .
    phir aik time aata hai wo masoom larki dunia walon k fraib mein a ker us larkay se alag ho jati hai , lakin us larkay k dil mein larki k liye muhabbat khatam nahi hoti kiu k usay pata tha k wo larki bohat masoom hai usay dunia walon ne use kia hai. phir aik time aata hai wo larki wapis a jati hai usi larkay k paas , larkay k dil mein aur b muhabbat barh jati hai .

    saaray is baat pe pata nahi kiu behas kar rahay hain k usay muaaf ker dein gay ya nahi karein gay etc.. mein kehta hoon k jab us ki ghalti he koi nahi toh phir muaafi kesi ???

    muhabbat mein apna aap mit jata hai .

    Teri zaat mein Gum Tere saath mein Gum
    Tujhay sochtay rehna , Teri her baat mein Gum


    baaqi baad mein , type kartay kertay gala khushk ho gia hai

    oh haan yeh b k, dil mein jis k liye muhabbat hoti hai toh us k liye Allah se Dua b bohat hoti hai , choo'n k dil se dua nikalti hai toh dua poori b hoti hai , Allah Duaein sun'nay wala hai sunta aur Qabool fermata hai.
    yaha ap ne Maa ki mohb ki misal di jo ke bilkul he ghalat jaga di..kuke Maa ki Mohabbat ke sath kisi or ki MOhabbat ko jorna he nahi chahye...ap ki or hamari soch mai tu be inteha hi farq hia waise bhi her koi aik jaisa tu sochta nahi or dosra ke ...MOhabbat main kuch haqeqat pasandi bhi zarori hia ...khawabon main nahi jiya jata ...

    well ap ke view ap ke sath or hamare hamare sath.

Page 14 of 18 FirstFirst ... 41213141516 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •