salaam Friends
Hmsha ki terha Iss month b competition bht acha raha..bht achi achi sharing perhny ko mili....or kisi aik best ko select kerna bht mushkil ho ga ...coz sab ki sharing hi bht zabrdst hai
Ab polling lagri hon ....jo sharing app ko saaaaaaaaaab say achi lagy ussy vote kerna hai
Jin sharing may poet ka naam nahi tha woh shamil nahi keri jarahi...im so sorry 4 that..bt rules may bataya gaya tha k poet ka naam likhna zarori hai... or main ny pm ker k b yaad kerwa tha memebers ko....bt fir b nahi poet name likha gay so woh shamil nai keri jari iss comp may
Rules:
1.Apni Shamil Kiye Gaye sharing Ko vote Nahi Cast Karsakte..
2.Sirf Aik he sharing ko vote diya jasakta hai.
3.voting ki last date 28 June Hai.
............................................................ ................
sharings are here
Mashal-e-ziest
Mai kitni wariftigi say usay suna raha tha
Wo sari batain wo saray qissay
Jo us say milnay say baishtar
Meri zindagi ki hakaitain theen
Mai keh raha tha
K aur bhi log thay
Jinhay meri arzoo thi meri talab thi
K jinsay meri muhabbatoon ka raha tal-luq
K jin ki mujh par enayatain theen
Mai keh raha tha
K un may kuch ko to mainay
Jaan say aziz jana
Magar unhi may say baaz ko
Meri baydili say shikayatain theen
Main aik aik baat
Aik aik jurm ki kahani
Dharaktay dil kamptay badan say suna raha tha
Magar wo pat-thar bani
Mujhay is tarah say sunti rahi
K jaisay meray laboon par
Kisi muqaddas tareen' sahifay ki ayatain theen
Ahmed Faraz
..................................
Paras
Book Name : Muhabbat Khush Guman Hai
Poet : Khalil Ullah Farooqi Sahab
.......................
Naz
..................................
Manoos Ajnabi
Poet =MOHSIN NAQVI
................................
Silent Scream
Khamosh Inn Deewaron par ( AaaS )
Khamosh inn deewaron par
chubhti, simat-ti hui, aawazein
kuch pooch-ti hain mujh-se.Har aahat par
ghabrai, sisakti hui tanhaiyaan
kuch kehti hain mujh-se.
Rok-ti, jhanjhodti,Shayad kos-ti hain mujhko
In bechainyon main jeeta hua
har ahsaas kuredta hoon main ab
Kash sun pata main wo sab
Kash samajh pata main wo sab
........................................
Aatish-e-Gul
.................................
Hijab
..........................................
~*~Mehar~*~
Poet= Barayra Ali