Page 1 of 5 123 ... LastLast
Results 1 to 10 of 44

Thread: Beha O Mubahisa Ghar K Halaat Ka Zimmadaar kon?

  1. #1
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    sweet home
    Posts
    10,033
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    10737444

    shot Beha O Mubahisa Ghar K Halaat Ka Zimmadaar kon?

    Aslamoalikum

    kaisy hain sab?

    g to main new topic k saath haazir hoon

    Question

    aap sb ka kia khyaal hai k ghar k achy or bury halaat ka zimmadaar kon hota hai?

    i mean agar ghar main jhagry waghera hoty hain to us ka zimmadaar kon hai Wife,Husband ya Saas etc....?????

    plzz fazool replies and jhagry say parhez kren ....

  2. #2
    Join Date
    Jul 2009
    Location
    Lahore
    Posts
    2,574
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: Beha O Mubahisa Ghar K Halaat Ka Zimmadaar kon

    mara khaal ma wife aur saas
    q
    k
    hasband tu bechara sara din kam kar kar k thaka hota ha usay kha fursat hoti ha asay kamao ke

  3. #3
    Join Date
    Apr 2008
    Location
    City Of Lights ....
    Posts
    36,362
    Mentioned
    7 Post(s)
    Tagged
    2098 Thread(s)
    Rep Power
    21474889

    Default Re: Beha O Mubahisa Ghar K Halaat Ka Zimmadaar kon

    well to be honest .... hamari zindagi k aik aik achay buray faislay ka daro madar hamaray apnay amaal par hai ... blame karna ... asaan hai par khud ko ghalat maanna buhat zayada mushkil ... ghar k andar hamaisha larayi jhagray ki bari waja AKHLAAAQ ka na hona hai ...

  4. #4

  5. #5
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    ..........
    Age
    42
    Posts
    6,754
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    923 Thread(s)
    Rep Power
    21474859

    Default Re: Beha O Mubahisa Ghar K Halaat Ka Zimmadaar kon

    all...........
    error in siggy loading.....

  6. #6
    Join Date
    Jul 2009
    Location
    Lahore
    Posts
    2,574
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: Beha O Mubahisa Ghar K Halaat Ka Zimmadaar kon

    Quote Originally Posted by Mr.Bean View Post
    well to be honest .... hamari zindagi k aik aik achay buray faislay ka daro madar hamaray apnay amaal par hai ... blame karna ... asaan hai par khud ko ghalat maanna buhat zayada mushkil ... ghar k andar hamaisha larayi jhagray ki bari waja AKHLAAAQ ka na hona hai ...
    bari waja AKHLAAQ ka na hona

    Mr.Bean ya AKHLAAQ ...........

  7. #7
    Join Date
    Jan 2010
    Location
    sialkot
    Age
    36
    Posts
    6,275
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    37 Thread(s)
    Rep Power
    21474858

    Default Re: Beha O Mubahisa Ghar K Halaat Ka Zimmadaar kon

    sab ki hi galti hoti hai kisi aik ko kahna k tum zimmadaar hu tu wo galat hai

  8. #8
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    BWP
    Posts
    2,783
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    36 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Beha O Mubahisa Ghar K Halaat Ka Zimmadaar kon

    ye to behaviour per hay
    mukhtalif logon ga rawia mukhtalif hota hy
    kehain wife jhagralu hoti hy aur kahain saas
    koi husband surial tabiyat ka hota hy to baz auqat gher k mashi halat in sab kherabion ka bais banty hain
    mashi halat achy b ho sakty hain aur bury b
    achy halat ki surat me jis ki raqam ho wo samjhta hy k 2sry us ki kamai ko kherab ker rhy hain aur us k sahary reh rhy hain is liye un ko us ki atat kerna chahiye
    2sry terf kherab halat to jhagry ka bais hoty hi hain

  9. #9
    Join Date
    Feb 2010
    Location
    iss dunya me
    Posts
    1,398
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: Beha O Mubahisa Ghar K Halaat Ka Zimmadaar kon

    Wa Alaikum Asalam..
    sub jagha situation different hoti hai,depend krta hai k galti kis ki hai ,aksar sas buri hoti hai to aur bahu per zulam hota hai,kahin pr husband,to kahin pr bahu...
    agr sas aur bahu k jaghre se nikal kr dono maa beti ban jaen to kafi sakoon ho jaye,mgr husband to main hai,agr wo maa ko maa ki jagha aur bahu ko bahu ki jagha rakhe to dono khush...
    ♥Geo aur Jeene do♥

  10. #10
    Join Date
    Jan 2010
    Location
    lahore
    Age
    39
    Posts
    532
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: Beha O Mubahisa Ghar K Halaat Ka Zimmadaar kon

    walaikum us salllam blossom ji ....

    Nice Topic nAA ,,,,

    " BURY HALAAT KA ZIMMADAAR"

    Mere khiyal se tu ab tu yeh hr ghar ki kahani ho gai naa .... kahani ghar ghar ki ....
    dekha jye tu hum sab hi invole hain ...& Haqooq Ul Ibad ka b amaldakha hai sab ki life may ..
    ..phir b jaisa k aapny kaha k in may se kon zimmadaar hai ...Wife,Husband,saas etc....? tu janab mere khiyal se yeh sab rishtey hain our agar har rishta appny Haqooq Ul Ibad pury karey tu lari jhager ho hi nahi sakta iss liya kisi aik ko zimmadaar kahna galat ho ga ...Haqooq Ul Ibad purey hoon gye tu har koi khush or SAB se" RAB" bhi khush ,,, ki nAA paate ki baat ....par har insan ki apni appni soch haii .... ALLAh paK HUM sab ko khush rakhay /ameen
    1

    Kis Tarah Khaya Hai Dhoka Kya Bataon Main Tumhey..??
    Dostoon Key Mashwarey They Saazishon K Sath Sath1

Page 1 of 5 123 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •