first one k i think parents ki nafarmani hai but i m not v sure:s
2nd k jawab gusa hai
3rd k jawab i think k wo gonga bhi ho ga..kyon k wo sun nahi sakta tu bolay ga kesay?
Assalam O Alikum Members
ye batain k
1.. Shirk sub say bara gunah-e-kabeera hai lakin us ki touba ki ja sakti hai ......Batayen woh kn sa gunah-e-kabeera hai jis ki touba nahi ki ja saktii ???
2.. Woh kai hai jisay haram qaraar dia gaya hai lakin humain usay peenay ko bhi kaha hai ???
3.. Agar koi shakhs paydaishi behra hai tou us main aik aur bara aaib kon sa ho ga ??
first one k i think parents ki nafarmani hai but i m not v sure:s
2nd k jawab gusa hai
3rd k jawab i think k wo gonga bhi ho ga..kyon k wo sun nahi sakta tu bolay ga kesay?
Walekam-Alsam
Bohat he achay sawalaat hein sister, MASHALLAH hamein apna Islamic knowledge berhanay mein bohat madad milay gi.
JAZAK ALLAH KHAIR
Walekam-Alsam
Bohat he achay sawalaat hein sister, MASHALLAH hamein apna Islamic knowledge berhanay mein bohat madad milay gi.
Kuch koshish kerti hoon, in sawalaat kay jawabaat denay ki.
1. Mere khiyal mein "Gheebat" kyon kay jab tak aap us banay say mouafi nahi mangtay jis ki gheebat ki gaye ho, tab tak ALLAH(SWT) bhi aap ko mouaf nahi kertay.
2. Ghusa
3. Is baray mein tou bilkul nahi jaanti.
Aik logically yeh baat ho sakti hai kay woh ALLAH(SWT) ki rehmat say faiz-yaab nahi ho saka. Aur shyd kise had tak ALLAH(SWT) ka message bhi us tak na pounch sakay.
AAP PLEASE SAHI ANSWERS ZAROOR BATA DIJEAY GA.
JAZAK ALLAH KHAIR
merey kahyl say ye topic islam section main munasib rahy ga .....
achaey sawalaat hain
1) jahan tak meri nazroon say guzra hai ya jahan tak mera ilam hia wo ye hia k sab say bara gunnah ALLAH K SATH SHIRK KERNA HIA ...haqqoq u ALLAH main.
or us k bad sab say bara gunnah hia kisi say qarza lena or wapis na kerna q k is gunnah ka tallauq haqqoq u libaad say hia or jab tak bandain maf na karin nahi hota ....
(WALLAH U AALAM)
2) GUSSA HAI
3) WALLAH U AALAM ...nahi maloom ...
جَزاكَ اللهُ خَـيْراً