Page 2 of 2 FirstFirst 12
Results 11 to 20 of 20

Thread: Zehni Aazmish

  1. #11
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    My Karachi.....!
    Posts
    7,430
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    32 Thread(s)
    Rep Power
    10737442

    Default Re: Zehni Aazmish

    1) I thnk zana aisa gunnah hai jis ki toba nahi hoti.....(nt confrm)

    2)Ghussa

    3)Goonga ho ga

  2. #12
    Join Date
    Jun 2008
    Posts
    82
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Zehni Aazmish

    Quote Originally Posted by ~*zaib*~ View Post
    achaey sawalaat hain

    1) jahan tak meri nazroon say guzra hai ya jahan tak mera ilam hia wo ye hia k sab say bara gunnah ALLAH K SATH SHIRK KERNA HIA ...haqqoq u ALLAH main.
    or us k bad sab say bara gunnah hia kisi say qarza lena or wapis na kerna q k is gunnah ka tallauq haqqoq u libaad say hia or jab tak bandain maf na karin nahi hota ....
    (WALLAH U AALAM)

    2) GUSSA HAI

    3) WALLAH U AALAM ...nahi maloom ...
    hmm....nahi ..n....phir tou is say bara gunah tou Kisi ki Dil aazari karna ha kyun k banda us dil ko torta hai jis main Allah rehta hai........aur jub tak Insan khud maaf na kar day Allah bhi maaf nahi karta

  3. #13
    Join Date
    Jun 2008
    Posts
    82
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Zehni Aazmish

    Quote Originally Posted by Ali Shah View Post
    1) I thnk zana aisa gunnah hai jis ki toba nahi hoti.....(nt confrm)

    2)Ghussa

    3)Goonga ho ga

    Nahi

  4. #14
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    My Karachi.....!
    Posts
    7,430
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    32 Thread(s)
    Rep Power
    10737442

    Default Re: Zehni Aazmish

    Quote Originally Posted by Manzil Ki Taalash View Post
    Nahi
    konsa answer ghalat hai ?

  5. #15
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Zehni Aazmish

    Nice Tharead But Comments Nahin Doon Ga

    Kyun Ke Sub Ki Comments Parh Li Hain Maine

    Aur Bohot Kuch Seekha Hai

    Thx

  6. #16
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    manchester
    Age
    39
    Posts
    11,319
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    49 Thread(s)
    Rep Power
    21474864

    Default Re: Zehni Aazmish


  7. #17
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    manchester
    Age
    39
    Posts
    11,319
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    49 Thread(s)
    Rep Power
    21474864

    Default Re: Zehni Aazmish

    ab aap jawabaat day dain plz

  8. #18
    Join Date
    Jun 2008
    Posts
    82
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Zehni Aazmish

    Ok As U Wish

  9. #19
    Join Date
    Jun 2008
    Posts
    82
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Zehni Aazmish

    1)Shirk sub say bara gunah-e-kabeera hai lakin us ki touba ki ja sakti hai Batayen woh kn sa gunah-e-kabeera hai jis ki touba nahi ki ja saktii ???

    Woh gunah-e-kabeera khudkhushi ha .kyun k toba zindagi main ki ja sakti ha marnay k baad koi toba nahi ....jub woh shakhs zinda he nahi to toba kaise karey ga...Haan iqdaam-e-khudkhushi ki toba ki ja sakti hia maslan agar aik shakhs ne khudkhshi ka iqdaam kia or zinda bach gaya to toba kar sakta ha.

    2)Woh kai hai jisay haram qaraar dia gaya hai lakin humain usay peenay ko bhi kaha hai ???

    Ghussa

    3)Agar koi shakhs paydaishi behra hai tou us main aik aur bara aaib kon sa ho ga ?


    Paydaish goonga shakhs behra bhi zaroor hoga...

  10. #20
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    manchester
    Age
    39
    Posts
    11,319
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    49 Thread(s)
    Rep Power
    21474864

    Default Re: Zehni Aazmish

    bilkul sahi kaha aap nay

    jazakALLAH

    magr 3rd baat jo aap na kahi k bara aib ....us ka behra hona ..ye aib kesay hoga ..????

Page 2 of 2 FirstFirst 12

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •