Results 1 to 8 of 8

Thread: Gunaho ke dadul aur Maffi

  1. #1
    Join Date
    Apr 2010
    Location
    --
    Posts
    154
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    15

    Default Gunaho ke dadul aur Maffi



    Hum insan ko jis tarha ashraful makhlooqat bana ke bejha gaya hai jitni hume farishto se sajda karwa ke izat di gaee hum insan utne hi Na-shukre aur gunehghar nikle..

    Hum mai se her koi kisi na kisi gunah ke dadul mai phasa howa hai..

    koi jhoot ke

    koi sood ke

    koi haram kamo ke

    tou koi shirk ke

    hum agar sari zindagi sajde mai pare rahe tab bhi apne Rab ka shukar us tarha nahi ada kar sakte jis tarha ke uska haq hai...

    apne liye to her koi dua karta hai... apne gunaho ki maffi to her koi mangta hai... kyu na aaj se hum sab apni duao mai sare musalmano ke ke gunaho ki maffi mange... shayed kisi ko yeh tofeeq naseeb na ho aur hamare zariye uski bakhshish ho jaye aur uske zariye hum bhi bakhse jaye?

    meri sirf itni guzarish hai ke apni duao mai "MERE" bajaye " HUME" kehna seekhe... ALLAH ghafoor u raheem hai wo beshaq kisi aik dua ke badle sab ko baskh de ga..

    Jazak ALLAH...

    Lost
    Last edited by Lost; 09-05-2010 at 03:37 AM.

  2. #2
    Mohammad Sajid's Avatar
    Mohammad Sajid is offline * خاک نشین *
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Gunaho ke dadul aur Maffi

    Bilkul Aap Ne Theek Kaha

    Humein Us Ka RAB Ka Shukar Adda Karna Bhi Nahin Aata

    Jo Apne Gunahgaar Bandon Ko Maaf Farma Deta Hai

    Lekin Hum Phir Bhi Gunah Main Mubtila Rehte Hain

    A ALLAH Tumaam Ummat_E_Muslima Ko Bakhsh De

    Main Har Namaz Ke Baad Yehi Yehi Dua Maangta Hoon

    Ke ALLAH Sub Ke Gunaah Maaf Farma De

    Aur Sub Ko Raah_E_Raast Pe Laaye

    Aap Ne Ek Kaabil_E_Gaur Baat Ki Taraf Tawajja Dilaayi Hai

    Please Jitne Users Ye Tharead Read Karein

    Dua Main Yaad Rakhiye Ga

    Najaane Kis Ki Dua Se Hum Bhi Gunahgaar Bhi Bakhshe Jaayein

    JazakALLAH Khair 4 This Tharead

  3. #3
    Join Date
    Apr 2010
    Location
    --
    Posts
    154
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    15

    Default Re: Gunaho ke dadul aur Maffi

    Ameen sum ameen...

    ALLAH apko aur hum sab ko iska ajar is duniya mai aur akhirat mai de..

    Jazak ALLAH

  4. #4
    Mohammad Sajid's Avatar
    Mohammad Sajid is offline * خاک نشین *
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Gunaho ke dadul aur Maffi

    Ameen Sum Ameen

  5. #5
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    Apne E Ap mein,,,
    Posts
    20,230
    Mentioned
    12 Post(s)
    Tagged
    3230 Thread(s)
    Rep Power
    21474871

    Default Re: Gunaho ke dadul aur Maffi

    boht ashi sharing ki
    ap ki point of view kafi strong he

  6. #6
    Join Date
    Feb 2010
    Location
    iss dunya me
    Posts
    1,398
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: Gunaho ke dadul aur Maffi


    ♥Deeply Salam to all♥
    Ameen Sum Ameen
    bilkul ye to Hukam-e-Rasool"S.A.W.W" hai k jo b dua mango to iss tarah mango k sub Muslmanon ko khas taur per mujhe mere ahle khana aur mere Waldain ko"
    keh kr dua shuru ki jaye..
    ☺Muskrahat behtareen Sadqa hai☺

  7. #7
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    Karachi,Pakistan
    Posts
    11,802
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    16 Thread(s)
    Rep Power
    21474862

    Default Re: Gunaho ke dadul aur Maffi

    JAZAK ALLAh..

    yes u rite..hum buhut gunehgaar banday hain..ALLAH hum sab kay haal per reham farmaye(AMEEN)

  8. #8
    Mohammad Sajid's Avatar
    Mohammad Sajid is offline * خاک نشین *
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Gunaho ke dadul aur Maffi

    Ameen Sum Ameen

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •