Kisi Ka Kya BiGar jAta
Agar hUm Aik hO jAtay
HameSha Kii trah SOoraj TalOoh MaShriq Say Hii hOta
HameSha Kii Trah RaatOn Mein Taaray Jag-MaGatay Aur
BahaarOn Mein gUl o Bulbul Mehaktay Aur Cheh-Chahtay hAin
Kisi Ka Kya BiGar jAta ?
AGar hUm Aik hO jAtay
Na Mein PhiRta Yak o tAnhA
Na tUm Gum-Sum Raha Kartien
Na Jeewan Mein Kamii Rehtii
Na AankhOn Mein Namii Rehtii
Na mOusam ROoth-tay hUm Say
Na Roz o Shab GiraaN hOtay
Guzratay Pal yOn Hairat Say hUmien Dekha Nahien Kartay
AGar hUm Aik hO jAtay
AGar hUm Aik hO jAtay tO
ROohon Mein Bassi hAi jO Azal Kii Pyaas Na Rehtii
Khalish Say Zindgii Mein Phir
Pas e Ehsaas Na Rehtay
kOii Hasrat Nahien Rehtii
kOii bhi Aass Na Rehtii
Udaasii Yaas Na Rehtii
Kisi Ka Kya BiGar jAta
Agar hUm Aik hO jAtay
پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا
aala
zaberdast
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
PasanD Karney Ka Shukriya Ap DostOn ka