'Kuch roz bahut dil terphe ga
Kuch roz aankhen bhi namn hongi.'
Bahut sunder syayari ahi. Shukriya.
kuch rooz bohat dil tarpay ga
kuch rooz rahin gee nam ankhin
kuch rooz rahy gee bachani
kuch rooz ya sena sulgay ga
pani main safina sulgay ga
rafta rafta dehray dehray
phir halat hijar guzida kee
aik rooz sambhal hee jay gee
aik zakham bharay ga chahat ka
aik dard thamay ga shidat ka
aik diya bujhay ga qurbat ka
lakin kiya aisa mumkin hay?
tum khud sochoo
kiya ya na mumkin
mumkin hy
tum khud sochoo...
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
'Kuch roz bahut dil terphe ga
Kuch roz aankhen bhi namn hongi.'
Bahut sunder syayari ahi. Shukriya.
achiii h.
nice ........
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!