wo log hi qadmoon say zameen cheen rahay hain.....
jo log meray qad k barabar nahi atay................
ik "TUM" k tumharay liye "MAIN" bhi aur meri "JAN" bhi......
ik main k mujhay "TUM" bhi mayassar nahi atay........
jis shan loatay hain ganwa ker "DIL_O_JAN" hum....
iss taur to haray huay lashkar nahi atay.....
koi to khabar lay meray "DUSHMAN_E_JAN" ki....
kuch din say meray sehan main pathar nahi atay....
"DIL" bhi koi asaib ki nagri hay k "MOHSIN"
k jo iss say nikal jatay hain..."MURR" kay nahi atay........!
like karlo
kOi bhEE aisa lamha nahi. . .
jismEin mEre tU hOta nahi.
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
Mohsin naQvi , bohat khoobsurat ghazal ,
bohat umda intikhab , bohat shukria
Very Nice
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
v.nice
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!