agar kisi ko yaqeen nahi k islam ne music sunna ya gana bajana mana farmaya ha tu dekhna aik din ma ganey par jo 7 hadees hain woh share karta hoon
Aslam bhaiiiiiiiiiiiiiii dubayi ka chashma
yar had hai funny nd stupid
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
agar kisi ko yaqeen nahi k islam ne music sunna ya gana bajana mana farmaya ha tu dekhna aik din ma ganey par jo 7 hadees hain woh share karta hoon
in song ka bas music acha hota hai husne ke liye ya song sahi hai
[IMG][/IMG]
pakistani u r right..........................
islam ki baat ki jay to kahty hai backward hain ya kahty hain negative soch hai................................................qayamat bhi or qabar bhi yaad rakho.........1 din sabko wahi jana hai...........ashi apko islam ka kitna pata hai.............1 hadees hi suna dy ..maan layngy
Last edited by ~blu3.3y3s~; 16-07-2010 at 06:17 PM.
aray yar! har insan ko Islam ka thoRa bohot pata hota hai! Dekho, mai ne asi ahadith bhi suni hain (though ke unn ke sehat ka mujhay ilm nahi) ke mauseeqi haram hai, lekin asi ahadith bhi paRhi hain (jo ke kuchh sahih bhi hain) keh jin se sabit hota hai ke mauseeqi haram nahi... iss liye iss behes ko rehnay he dain...
asal baat yeh hai ke jo baatain aaj kal ke music mai hoti hain, woh to wasay bhi kerna haram hain, chahay mauseeqi na bhi ho, so asi mauseeqi to sarasar haraam hai, lekin agar koi Qaseeda Barda Sharif daff ke sath (jo ke music ke he aik qism hai) paRh rha ho to woh to haraam nahi hai na...
se yeh depend nahi kerta ke mauseeqi hai ya nahi, depend kerta hai ke wording kya hai... aur aaj kal to yeh haal hai ke asi naatain bnti hain ke jo sarasar ghalat baton per mabni hoti hain so woh sunna haram hain aur asi mauseeqi bhi mai ne suni hai ke jis mai bohot achhi baatain hoti hain, woh to haram nahi... for example agar aap woh gaana sunain Iqbal bano ka
"ham dekhain gai, lazim hai ke ham bhi dekhain gai", to agar aap ghaur karain to uss ke wording zabardast hai aur koi jumla Islam ke khilaf nahi so usay sunna haram nahi kaha jaa sakta (kyunke asa hadith se sabit nahi) lekin kuchh naatain hain jin mai Rasool-uLLAH (P.B.U.H) ke baray mai koi asi baat ke ja'ay jo sach na ho, 'masalan ke unn ka saya nahi tha', ya yeh ke woh ghaib ka ilm rakhtay thay waghera waghera jo ke asi baatain hain ke Hadith se sabit nahi balkeh inn baton ke khilaf ahadith milti hain to phir unn naton ka sunna ya paRhna sarasar haram hai...
lekin jo baatain aaj kal ke mauseqi mai hoti hain,
"mai tum se pyar kerta houn
deewana vaar kerta houn"
"patlo ja'ee"
"aa ja te bai ja cycle tay"
waghera waghera... yeh baatain to wasay bhi kerna haram hai so mauseqi ho yah aam halat ho, yeh mauseeqi definitely haram hai!!!
han aik bat zarur kahun ga! ke har mauseeqi haram nahi, lekin mauseeqi ko encourage nahi kea gya!... so avoid he kerna chahiye!!!
Qur'an-e-Majeed ko gaa gaa ke jis tarha hamaray maulvi hazraat peRhtay hain kya yeh haraam nahi??? unhain to ba'qaul unn ke bohot knowledge hota hai!!!
Last edited by Aurangzeb; 16-07-2010 at 07:52 PM.
Aurangzeb kuch kuch sahi kaha ap ne
[IMG][/IMG]