aj ki dulhan because ab ye to ik trend hai k dulhan sab k samny a jati hai jahan tak sharam o haya ki bat hai to wo to aj ki dulhan may b hai wo hall may ser jhuka ker berthti hai
or achi b lagti hai
AoA
pehly k waqt mein jab beti ghar se rukhsat ki jati thi buzrag naseehat kartey thay kay …
beta ja … iss ghar se teri doli uth rahi hai … aur ab shohar k ghar se tera janaza hi nikle …
par aaj kal kiya kaha jaata hai … beta susral me agar nand ya saas tang keray to bas tum ghar ajana … main khud dekh loongi unhai …
kiya aisay ghar bastey hain ???
pehlay zamanay ki dulhanon se sharam se noor aata tha aaj ki dulhanain na ghoonghat nikala na koi sharam -e- hayaa.... jo main gate se samnay bethi hoi dulhan nazar ajati hai …
aap ko kon si dulhanain pasand hoti hain aaj ki dulhan jo shaadi hall mein bari confidence kay saath gupain maar rahi hoti hai yaa vo puranay zamany ki dulhanain jo sharam se khud ko ek room mein band kiye hoti thien???
Last edited by Safia; 22-07-2010 at 02:59 PM.
aj ki dulhan because ab ye to ik trend hai k dulhan sab k samny a jati hai jahan tak sharam o haya ki bat hai to wo to aj ki dulhan may b hai wo hall may ser jhuka ker berthti hai
or achi b lagti hai
nothing
u ko batana zeroori hai?
nothing
apna kam kro ja k ........chalo shabash
nothing
kun bataon may nahi btaongi/opera
nothing
na puranay dor ki nay naye dor ki
darmiyane dor ki dulhan pasand hay
jo na bohat zaida sharmati ho na bohat confident ho
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!