Wah
Us se milne ko kabhi hum Jo machal Jate hain,
To khayalon Mein bhot door Nikal Jaty hain,
Gar wafaon mein sadaqat bhi ho shiddat bhi ,
Phir to ehsas se pather bhi pighal Jaty hain,
Uski ankhon k nashy mein hon Jab sy doba,
Lar-kharaty hain kadam Or sanbhal Jate hain,
Bewafai ka mujhy Jab bhi khyal ata hai,
Ashk rukhsar py ankhon se phisal Jate hain,
Piyar mein ek hi mosam hai baharon ka faraz,
Log mosam ki tarah kaise badal Jaty hain...
Poet : Ahmed Faraz
Wah
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
hmmM...
like karlo
kOi bhEE aisa lamha nahi. . .
jismEin mEre tU hOta nahi.
v.nice..........
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
shyad badalna itna asaan hai un k liye
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
faraz ki to bat he kiya hy......
very nice sharing...
I am so lonely, broken angel
I am so lonely, listen to my heart
One and only, broken angel
Come and save me, before I fall apart