Ye To Sagar Ki Hai
yaadgaar-e-guzishtah jagaane chale
Khud ko phir aaj hum aazmaanay chalay
kar gayii ham ko diiwaana fan ki lagan
uqta kay dost bhii sabh puraanae chale
dard pii kar chale ham to kuu-ye-ghazal
phir se haiN/[ham] rasm-e-ulfat nibhaane chale
baaqii ummeed kii lau nahiiN bin teray
zindagi "saagar" ab kis bahaane chale
Ye To Sagar Ki Hai
پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا
bhai mera naam Brijinder"Sagar" hai.
Oh Main Samjha Ke Wo Shayir Sagar Hain
Bohot Umda Likhi Hai
Keep Sharing
پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا
zabardast
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
hmm bohat khoub /up
I am thankful to all of you for the kind words.
bht hi pali
thanks a lot