Wo mehsoos bhi kerti hai mujhe aur izhar bhi nahi kerti,
Jo is ka poch le koi us se to iqraar bi nahi kerti
Wo aisi sada dil hai ke mujhe dekhne ki dua mange,
Jab samne jo aa jaon to deedar bhi nahi kerti,
Rakhti hai khaber ke chata hai usse koi shaks,
Kehta hai ye jab wo shaks aitbaar bhi nahi kerti,
Kesa ajeeb hai khel khelna us khilari ka,
Kerti bhi hai pyar khud ko beqarar bhi nahi kerti,
Gar usse door jaon main to saans uski rukti jye,
Or koi maang le mujhe usse to inkaar bhi nahi kerti.
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
very nice
thankss
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
zabardast
vv.nice.........
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
khoob !
like karlo
kOi bhEE aisa lamha nahi. . .
jismEin mEre tU hOta nahi.
thankssssssssssssss
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
2gud
Ù†Û Ø¬Ø§Ù†Û’ ÛÙ… Ú©Ûاں Ú¯Ù… ÛÙˆ Ú†Ú©Û’ Ûیں ....
جو ممکن ÛÙˆ -- تو ÛÙ… Ú©Ùˆ ڈهونڈ لاٶ ...