Results 1 to 10 of 10

Thread: teri un kahi baato mein..

  1. #1
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Karachi....
    Posts
    31,280
    Mentioned
    41 Post(s)
    Tagged
    6917 Thread(s)
    Rep Power
    21474882

    Default teri un kahi baato mein..

    teri un kahi baato mein
    chupa hai jo raaz dil ka
    mein ne mehsoos kiya hai
    is chamak ko bhi,
    jo hissa hai teri annkho ka
    mein ne parha hai
    teri khamoshio ko,
    jo aksar kuch kehna chahti hain,
    per keh nahi pati..

    mein ne sunni teri dharkan ki awaz ,
    jo ho jati hai betarteeb si
    milty waqt mugh se
    tum aksar kho se jaty ho
    kabhi chonk se jaty ho
    kayi rang bikherty hain
    tumhare chahre per,,

    mein ne dekha hai tum aksar
    inhein chupane ki koshish karty hain
    lekin,,,
    Janna
    shayed tum bhool se gaye ho
    ye rand Mohabbat k
    ye khuwab annkho k
    chupte nahi hain kisi se

    orr

    mughy ehsas hai
    tum mugh se kuch chupana chahte ho
    per kuch batana bhi chahate ho
    per kuch keh nahi sakty
    k ruk se jaty ho
    shayed ghabra se jaty
    kahin me khafa na ho jaye
    dar se jaty ho

    to
    Janna
    Aj mein tum se kehti hun
    jo rang bikherty hain tumhare chehre per
    wo mugh se ho kar guzarte hain
    HAAN mein mehsoos kiya hai

    Mughy bhi tum se Mohabbat hai


    Ik Muhabbat ko amar karna tha.....

    to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!


  2. #2
    Mohammad Sajid's Avatar
    Mohammad Sajid is offline * خاک نشین *
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: teri un kahi baato mein..

    Zabardast

    Keep Sharing
    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  3. #3
    پاکستانی's Avatar
    پاکستانی is offline تلاش ہے کسی بیگانے کی
    Join Date
    Aug 2009
    Location
    Land of Silence,
    Posts
    2,325
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: teri un kahi baato mein..

    wah sanorita g , bohat khoobsurat likha

  4. #4
    Arslan's Avatar
    Arslan is offline ĠǻИďД ЬãċĦǻ
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    ♥ ♥ ChaAnd K paAr♥ ♥
    Posts
    41,775
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    1314 Thread(s)
    Rep Power
    21474894

    Default Re: teri un kahi baato mein..



    keep posting

    *~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*

    2m4ccw6 - teri un kahi baato mein..

    *~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*

  5. #5
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,946
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default Re: teri un kahi baato mein..

    wah bohat zabrdast

  6. #6
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Karachi....
    Posts
    31,280
    Mentioned
    41 Post(s)
    Tagged
    6917 Thread(s)
    Rep Power
    21474882

    Default Re: teri un kahi baato mein..

    thank u so muchh


    Ik Muhabbat ko amar karna tha.....

    to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!


  7. #7
    Join Date
    May 2010
    Location
    Islamabad
    Posts
    3,021
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: teri un kahi baato mein..

    fabulas sharing

  8. #8
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Karachi....
    Posts
    31,280
    Mentioned
    41 Post(s)
    Tagged
    6917 Thread(s)
    Rep Power
    21474882

    Default Re: teri un kahi baato mein..

    thanks safia


    Ik Muhabbat ko amar karna tha.....

    to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!


  9. #9
    Join Date
    Oct 2009
    Location
    bahrain
    Age
    32
    Posts
    9,257
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: teri un kahi baato mein..

    khub

  10. #10
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Karachi....
    Posts
    31,280
    Mentioned
    41 Post(s)
    Tagged
    6917 Thread(s)
    Rep Power
    21474882

    Default Re: teri un kahi baato mein..

    thanks s k p.


    Ik Muhabbat ko amar karna tha.....

    to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!


Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •