chooriyan banti hain dukano per joriyan oper aasmano pay........... me ko bhi chooriyun ki chan chan achi lagti hai.......... wese siso u kay hathon mein ziyada kon si color ki chooriyan achi lagti hain..... me kay hathon mein green aur yellow ziyada khoobsurat lagti hain......
نہ جانے ہم کہاں گم ہو چکے ہیں ....
جو ممکن ہو -- تو ہم کو ڈهونڈ لاٶ ...
mere khayal main Chorriyon ki jaga aj kal wrist watch aur friendship bends ne le li hai..magar jo in riwayton yani chooriyaan peheney ki riwayat ko zinda rakhe hue hain woh buhut kam hain..
main khud ghar mein khali haath phr rahi hoti hun ya kabhi kabhi meri kalayi mein ghari bhi hoti hai..chorriyaan bas ab shaadi waghera jaise events mein pehenti hun
Alhamdullilah
Choori k Hawale se aik baat
Larkian Kanch ki Choori ki tarha hote hain , jo Hathoo ma sajey tu khoobsurat lagte hain lakin jab toot jate hain tu un ko sameetna nahi chahta
ab yeh kis had tak sahe ha ,larkian hi bata sakte hain
baqi ainda
Last edited by پاکستانی; 07-08-2010 at 10:15 PM.
i dont think k choriyan pehnay se koi jahil paindu ya fashionable banta hai...atleast jahil to nahi kaha jaskta choriyun k istemal ko...aur paindu us case main kaha jasakta hai k agar koi larki bilkul he ajeb si matching kare matlab k be tuki se senseless to shaid us case main wo b shaid...aur sirf isk use ko fashionable k zumre main b nahi chora jasakta q k kafi larkiyan hain jo fashion k tor par use karti hain magar dosri he taraf buhat si simple larkyan b bangles pehenti hain magar kisi fashion klye nahi sirf apne apko satisfied karne klye
DUA...MUST READ AND MUST FORWARD
Then Which Of The Favours Of Your LORD Will You Deny?
"Be In This World As If You Were A Stranger Or A Traveler"
(Bukhari)
haan hum leo hoon
chalo aa jao ik Leo group banaien ..
SD ki Basanti
Chal DhanoOo
I Love the feelings When U Hold My Hand....