Wah
is tarah ki nazam mein pehly bar likhi must tell k kesi hai
Bolo kese khul k sans lein
khud kash hamle hain MULK per
har shaks ra raha hai
apno se juda hony per
zara jo kabu paty hain dil per
phir chalne lagti hain goliya
insan k seeno per
kuin nahi samajhty hain wo log
kuch nahi milta hai kar k zulm duro per
mil jati hai jeet kuch na kar k bhi
jo rakho yaqeen apny RAB per
kese tukre kar diye insan ki zaat k
dar jata hai ab to har shaks
madad karne per
yaqeen ata nahi hai k ye wo MAkhlooq hai
jisse rakha tha mere KHUDA ne alla darje per
ab to KHUDA ne bhi hai azab bheja
ZAlzale hain kai ab zameeno per
chalo choro,in baato ko karo tayari,
k ye ASAAR to ronama hony hi thy
QAYAMAT k aany per
''Saniya''
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
Wah
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
xbrdst likha hai sani..
Keep Posting
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
weldone sanorita....!!
A single rose can be my garden... a single friend, my world.
awsm hai
Ù†Û Ø¬Ø§Ù†Û’ ÛÙ… Ú©Ûاں Ú¯Ù… ÛÙˆ Ú†Ú©Û’ Ûیں ....
جو ممکن ÛÙˆ -- تو ÛÙ… Ú©Ùˆ ڈهونڈ لاٶ ...
wah v. touchy.....
it shows your concern towards uncertainity in our society..
written by pure heart... highly appreciated...
zbrdst
shukriaaa bhttttt pasand karne k liye
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!