walaikum salam
par ye mostly showbiz sy related log hoty
n ye mard to kahien sy ni lagty mujy
ajeb chalny ka andaz hota itna lehraty na
n mai ka bolu u puchna kia chati
Assalam o Alaikum
yeh kaha jata hai kay male lady beautician se acha makeup kartey hein.....ab yeh trend chal para hai kay koe problem nahi agar male se makeup karwaya jai...... bus ab girls makeup chair per beth jati hain aur apna chehra, baal male beautician kay agay kar deti hain.... vohi chehray per haath bhi lagta hai....aur face per massage bhi karta hai.... hair wash bhi karta hai balon mein ungliyan bhi pherta hai tu kangi bhi karta hai.........
i know these things are pohibited in islam.... lakin kiya hamari culture, society ek male beautician se makeup karwanay ko burra samjhti hai yaa nahi??? yaa hamain issay serious nahi lena chahiye???
walaikum salam
par ye mostly showbiz sy related log hoty
n ye mard to kahien sy ni lagty mujy
ajeb chalny ka andaz hota itna lehraty na
n mai ka bolu u puchna kia chati
Last edited by Sky Angel; 07-08-2010 at 01:39 PM.
نہ جانے ہم کہاں گم ہو چکے ہیں ....
جو ممکن ہو -- تو ہم کو ڈهونڈ لاٶ ...
Walikum-u-Salam!
Baat tu sach hai magar baat hai ...
Jahan tak Islam ka taluq hai tu us mein makeup ka koi concept nahi hai. Haan yeh zaroor kaha gaya hai kay insan apnay aap ko pak saaf rakhay. ALLAH PAK nay sab ko eik achi surat di hai aur us ki nazar mein sab barabar hai. So jaise us nay banaya hai us pey khush rahian.
PAKISTAN Eik ISHQ Eik JANOON
Mujhay yeh bilkul passand nhi......
Bay shaq may nay khud shotiing may dekha hay yahee hota hay
wahan boys aur girls dono ka make up mens he kartay hay
per haan aik bate hay jo make up kartay hay wo ya to old age hotay hay
ya wo she male hotay hay...
Adult nhi liay jaty.
DREAMS BOY...
male se makeup mere khayal mai tu nahi karwna chiye sky se sahi kaha wo zayda tar showbaz se hoti hai larkye tu suchi mai lag hi nahi rahe hote hehe/1
[IMG][/IMG]
Male buetician se make up karwane main jo harj nahiin samajhte us mein showbiz ke log aur broken families se taluq rakhne waley log hotey hain
and girls ka male beuticians se agar makeup kerwana mayub hai tu boys ka bhi girls beuticians se makeup karwana theek nahiin yeh dono batein ghalat hain..
ache aur shareef khaandaan se taluq rakhne wali girlz aur boys In baton se ijtinaab kartey hain magar broken families ko kya kaha jaye(sab nahiin) un main se kuch aise hain jo in baton ko normally lete hain yani khuli azaad hai bhy..
aise logo ko kya kahun???
Alhamdullilah
u ka ishara kis taraf ha male nahi lagte tu .....
bahi sahab , Islam ne Aurat ko Banaoo Sanghar karne ki kuch had tu Ijazat de ha shayed , aap Ulma se pooch saktey hain , Itna hi Banaoo Singhar karna chahye jitne Ijazat ha
BaQi Raha mard se makeup karwana , tu iss ko tu kisi soorat allowed nahi hona chahye , phir ladies ko chahye k iss mamle ma koi kadam uthaye ,
ye theek nai becoz HAZRAT MUHAMMAD(S.A.W) ny farmaya jiska mafhoom ye hay "jab tum haya na kro to jo chahay kro"nd haya to hmaray deen ka hissa hay issley aisa krna theek nai
I am so lonely, broken angel
I am so lonely, listen to my heart
One and only, broken angel
Come and save me, before I fall apart