Page 2 of 12 FirstFirst 1234 ... LastLast
Results 11 to 20 of 111

Thread: uff yeh Rikhshey waley

  1. #11
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Karachi
    Age
    35
    Posts
    32,906
    Mentioned
    46 Post(s)
    Tagged
    5939 Thread(s)
    Rep Power
    21474885

    Default Re: uff yeh Rikhshey waley




    koi bat nhi hojata hai


    rat ko bht late hojaye tb hi mana karte wrna to chale hi jatay sb

    8bffd51cd2705b99335ce635a13dbb09 zps81c9bfed - uff yeh Rikhshey waley

    ..!!


  2. #12
    Join Date
    Sep 2009
    Location
    Dil ;)
    Posts
    17
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    19 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: uff yeh Rikhshey waley

    lolx...

  3. #13
    Join Date
    May 2010
    Location
    Islamabad
    Posts
    3,021
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: uff yeh Rikhshey waley

    naz siso me apni life mein kabhi rikshay mein safar nahi kiya..... wese bhi rikshay islamabad mein hotay nahi hain aur pindi mein agar hein tu bethnay ka iteefaz nahi hua..... aur rikshay ko me dekhti hoon tu darr lagta hai.......

    ab yeh baat meri samajh se bala hai kay vo aap kay saath kyun nahi jaa rahe thay.....


    kahte hein ek zaani aurat ko sansaar kiya jaa raha tha tu aurat nay sansaar karnay walon ko kaha kay mujhe vo pathar maray jis nay kabhi khud zana na kiya hua..... pata hai sub nay apnay hathon walay stone neechay phaink diye.....

    yahan pakistan ki awam ka yeh haal hai khud eik number ka corrupt, rushwati, beimaan hoga lakin vo shaks sub se ziyada dosron ki corruption per behas karey ga.....

  4. #14
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: uff yeh Rikhshey waley

    Quote Originally Posted by anjani View Post
    lolx...

  5. #15
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: uff yeh Rikhshey waley

    Quote Originally Posted by ~Loving Irfan~ View Post



    koi bat nhi hojata hai


    rat ko bht late hojaye tb hi mana karte wrna to chale hi jatay sb
    pata nahi kha jate 8:30 baje koi late tha kiya
    or haidry se ana tha meko ghar

  6. #16
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: uff yeh Rikhshey waley

    Quote Originally Posted by Killer View Post
    saaf bolen na band kar dia jata hay
    baaki koi kyon nahi ara yahan ?????
    sara ghusaa mujhpar utrega yar


    matlab mai parso reply me apni sahi rae dun , tab ghusa thora aur down hojaega .. i hope so /pray

    wese ramzan ane lga hay to chand raat par sochne k liy kuch acha mind me laaen aur ghusa chordain.. mubarak mahina hay.. unke sath bhi koi maslehat ho skti hy.. ab unhe kia pata k ap ke SD par kitne bharam hain.. pata hota to sab ke sab rickshaw wale line laga kar khare hojate apke liy... maaf kardain becharon ko


    kha bharam sd per
    yaha b koi nahi sunta
    bichari awam

  7. #17
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: uff yeh Rikhshey waley

    Quote Originally Posted by Safia View Post
    naz siso me apni life mein kabhi rikshay mein safar nahi kiya..... wese bhi rikshay islamabad mein hotay nahi hain aur pindi mein agar hein tu bethnay ka iteefaz nahi hua..... aur rikshay ko me dekhti hoon tu darr lagta hai.......

    ab yeh baat meri samajh se bala hai kay vo aap kay saath kyun nahi jaa rahe thay.....


    kahte hein ek zaani aurat ko sansaar kiya jaa raha tha tu aurat nay sansaar karnay walon ko kaha kay mujhe vo pathar maray jis nay kabhi khud zana na kiya hua..... pata hai sub nay apnay hathon walay stone neechay phaink diye.....

    yahan pakistan ki awam ka yeh haal hai khud eik number ka corrupt, rushwati, beimaan hoga lakin vo shaks sub se ziyada dosron ki corruption per behas karey ga.....
    isliye he maine kha tha jaise awam waise hukmaran
    tu kisi ko bura he na boley banda
    leken hum insan bichare

  8. #18
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Karachi
    Age
    35
    Posts
    32,906
    Mentioned
    46 Post(s)
    Tagged
    5939 Thread(s)
    Rep Power
    21474885

    Default Re: uff yeh Rikhshey waley

    Quote Originally Posted by naz View Post


    pata nahi kha jate 8:30 baje koi late tha kiya
    or haidry se ana tha meko ghar
    karachi press club pe protest karna chaye u ko

    8bffd51cd2705b99335ce635a13dbb09 zps81c9bfed - uff yeh Rikhshey waley

    ..!!


  9. #19
    پاکستانی's Avatar
    پاکستانی is offline تلاش ہے کسی بیگانے کی
    Join Date
    Aug 2009
    Location
    Land of Silence,
    Posts
    2,325
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: uff yeh Rikhshey waley

    Tangey ka zamana Khatam howa tu , Rakshaw aa gya , ab Rakshaw jab khatam ho ga tab pata nahi kia aye ga ,

    2 ya 4 sunai k nahi

  10. #20
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    Karachi,Pakistan
    Posts
    11,802
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    16 Thread(s)
    Rep Power
    21474862

    Default Re: uff yeh Rikhshey waley

    Quote Originally Posted by naz View Post


    mujhe itna shadeeeeeeeed ghusa araha hia na kal se in per
    yeh akhir sawari jab milti hia tu kahe jana pasand ku nahi karte phir kehte hia sawari nahi mili kaam nahi hua aj
    kal maine koi 15 Rikhshey walon se pocha jane ka or her kisi ka jawab yeh tha ke hum ne yaha nahi jana apne ghar jana hia phir akhir kar maine pocha ke tumhara ghar kis taraf hai tu kehne laga Nazimabad dil tu mera chaha ke main isko itna maron aik ko mar lag jati tu sare chalne ko tiyar hojate leken ami ne rok diya werna tu aik kherha hum apne ghar na jaye tu hum ne kha yaha ku kahre ho phir apne ghar jana tu jao ...ajeeb batamez hai waise Yaha K Rikhshey wale akhir kar main bus main aye or bus main b admi apas main lar rahe or itni galezzzzzzz galiyan ke us per ladies ne bola ke ghar main nahi bhete koi sharam nahi aurton ke samne he itni galiayn leken janab sharam kha ..kis ko ...tu mjhe khayal aya ke

    Jaise Awam Waise Hukmaran ...
    Jiase qoum hoti hai us ko waisa he ALlah ka azab milta hai ....baat sare samjhne ki hia bus ...

    waise kiya kabhi ap ko aise Rikhshey wale takraye hain ? tu ap ka Rad-e-amal kiya hota hai ?
    U kahan rehti ho
    aur rikshaw wale kahan per kharey the
    mujhe aj tak aisa koi waqiya paish nahiin aya
    k kisi rickshaw ne kaha ho
    ''Hum ghar ja rahe hain'':auo:

    Mazak bartaraf

    ladies ke liye Bus se better koi sawari nahiin
    kam se kam yeh tu nahin kehte woh log(Hum ghar ja rahe)

    ladies ke saath agar koi mard na ho tu rickshaw waley bhi badtameezi karne se nahiin choktey ab(As u said)/girly017
    Alhamdullilah

Page 2 of 12 FirstFirst 1234 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •