mujhe itna shadeeeeeeeed ghusa araha hia na kal se in per
yeh akhir sawari jab milti hia tu kahe jana pasand ku nahi karte phir kehte hia sawari nahi mili kaam nahi hua aj
kal maine koi 15 Rikhshey walon se pocha jane ka or her kisi ka jawab yeh tha ke hum ne yaha nahi jana apne ghar jana hia phir akhir kar maine pocha ke tumhara ghar kis taraf hai tu kehne laga Nazimabad dil tu mera chaha ke main isko itna maron aik ko mar lag jati tu sare chalne ko tiyar hojate leken ami ne rok diya werna tu aik kherha hum apne ghar na jaye tu hum ne kha yaha ku kahre ho phir apne ghar jana tu jao ...ajeeb batamez hai waise Yaha K Rikhshey wale akhir kar main bus main aye or bus main b admi apas main lar rahe or itni galezzzzzzz galiyan ke us per ladies ne bola ke ghar main nahi bhete koi sharam nahi aurton ke samne he itni galiayn leken janab sharam kha ..kis ko ...tu mjhe khayal aya ke
Jaise Awam Waise Hukmaran ...
Jiase qoum hoti hai us ko waisa he ALlah ka azab milta hai ....baat sare samjhne ki hia bus ...
waise kiya kabhi ap ko aise Rikhshey wale takraye hain ? tu ap ka Rad-e-amal kiya hota hai ?