True
"dukh hi rohaaniyat ki seerhi hay" .. I don't agree !!
but achi sharing hay. keep it up
Last edited by Killer; 16-08-2010 at 07:53 PM.
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
thank u
or killer ap se kahu gi dukh ruhania ki sireh hai coz jab dukh hi na har taraf sukh hi mily to kon apne KHUDA ko yaad kare ga??
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
mai apko hazrat yousuf eleh salam ki misaal dunga.. dukh aur sukh dono me Allah ko yad rakha.. aur khir sare hi ambia masom thy to isliy normal baat krta hun ke Allah ko jise hidayat deni hoti hay.. to wo kiisi aam shokh aur laparwah insan ko bhi apni taraf bula leta hay.. aur nahi deni hoti to unko bhi nahi milti jo sari zindagi mazaron par guzar dete hain...
so dukh aur sukh ka taaluq mai samjhta hun k rohanyat se nahi hay.. insaan khush reh kar.. normal life me reh kar bhi khuda se kareb reh skta hay aur khuda ko paane k liy ksi rog ka lagna kahin sabit nahi hay ..
Me agree karti hun ap se killer
per b me ye kahu gi jo insan hadayat chahta hai Allah pak ussy hi deta hai jo ni chahta ussy ni milti
insan ko Allah pak ne ikhtiyar diya hai tabhi to wo ashraful makhluqat mein hai
or wese b dukh sukh to zindagi ka hissa hai in me se ek b na ho to zindagi adhuri lagti k insan hamesha khush b ni reh sakta
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
ji bilkul isme koi shak nahi ke Allah usi ko hidayat deta hay jisko khud justuju ho.. insaan Allah ki taraaf ik qadam barhae to Allah 10 qadam uski taraf barhate hain.. apni will ho tabhi koi bhi kaam ho sakta hay.. bilkul thek kaha ap ne..
aur thek kaha ke sukh dukh dono hain..Allah taala ne her chez ko balance rakha hay.. dukh hain to sukh bhi hain.. Andhera hay to Roshni bhi hai.. yaqeenan !! aur yehi mera point tha.. Allah ko dhundne ke liy kisi sehra ya jungle me jane ki zerurat nahi hay.. wo to hamari seh rag se bhi kareeb hai.
70 maaon se ziada pyar karne wala hame gham isliy de ga ke ham uske kareb chale jaen ? nahi.. ebadat ke liy farishte kam nahi hain Allah ke pas jo usy ham jese insaono ki zerurat pare.. agar ham ye samjh lete k Allah ko hmari nahi..hamain Allah ki zerurat hay.. to mai nahi samjhta musalmo ko kabhi zawaal aata.
thanks santi.
Awesome Sharing
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا