Page 2 of 2 FirstFirst 12
Results 11 to 15 of 15

Thread: kia iss saal hajj karna zaroori hai

  1. #11
    Join Date
    May 2010
    Location
    Islamabad
    Posts
    3,021
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: kia iss saal hajj karna zaroori hai

    Quote Originally Posted by پاکستانی View Post


    g nahi na tu ma baloch Qoam k zakhmoo par namak chikrak Raha hoon and na hi mera aisa irada ha ,

    baqi rahe baat un k bare ma baat karne ki aap na jane kis base par yeh baat kar rahe hain and ma kisi aur base par baat kar raha hon

    Rahe baat america ki imdad ki tu america jis tarha se madad kar raha ha woh bhi ham jante hain and , Middle east ma Saudia k bare ma i know k woh kis tarha se help kar raha ha and uae kis tarha se help kar raha ha , Lakin yeh baat tu 100% sahe ha k America apne Mufaad k liye jabke Middle East Sirf Muslim honey k natey hamare Madad kar raha ha ,

    Androoni baatien sirf Pakistan Army ko maloom hain ya Gov k Idaroon ma jo log unche Posts par hain , waqti tu unhoo ne bhi chup le hoi ha lakin Jab woh Gov se Retired ho jate hain tu phir un ki baatien insasn ko samaj ma ate hain k haqeeqat kia ha and Jhoot kia
    middle east sachay dil se pakistan ki help nahi kartey..... america kay zaroor apnay mafadaat hoongay lakin ye bhi hai kay vo hamari mushkal gharri main hamray saath khara hai................. yeh muslim countries na pakistan kay logon achay samjhte hain na pakistan ko..... me middle east per bahut kuchh kahana chahti hoon lakin baat phir kuch aur angle mein chali jai gi........ bus itna kahon gi middle east walay america se bhi baray pakistan kay dushman hain....................

  2. #12
    Join Date
    Feb 2010
    Location
    iss dunya me
    Posts
    1,398
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: kia iss saal hajj karna zaroori hai

    ♥As Salam O Alaikum!♥
    ♥Khairiat Mojud ba khariat matloob♥

    nyc topic siso
    actually zalzala zadgan ki to madad km e hui thi ,ziada to papi pait bharne k kaam aya tha..
    hakoomat ko kal b aur aj b mangne se fursat ni,apne khizanon pe naag bitha rakhe hn..kal abhi Saudi hakoomat ne itti bhari raqam di mgr kis kaam ki phir wohi papi pait.....ah

    ♥A smile is the universal welcome♥

  3. #13
    پاکستانی's Avatar
    پاکستانی is offline تلاش ہے کسی بیگانے کی
    Join Date
    Aug 2009
    Location
    Land of Silence,
    Posts
    2,325
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: kia iss saal hajj karna zaroori hai

    Quote Originally Posted by Safia View Post
    middle east sachay dil se pakistan ki help nahi kartey..... america kay zaroor apnay mafadaat hoongay lakin ye bhi hai kay vo hamari mushkal gharri main hamray saath khara hai................. yeh muslim countries na pakistan kay logon achay samjhte hain na pakistan ko..... me middle east per bahut kuchh kahana chahti hoon lakin baat phir kuch aur angle mein chali jai gi........ bus itna kahon gi middle east walay america se bhi baray pakistan kay dushman hain....................

    ohh , i c

    Pakistan ma Bhet kar Middle East k bare ma ideas Lagana i dont think k sahe ha , Baat zaida agey na bharher aur ham topic ka Rukh na morey iss liye itna hi kahoo ga......

    baqi apne apne nazriye ki baat ha , sochne ka andaz alag ha ,

    lijye aik cup tea pejye kio k am also drinking now /tea

  4. #14
    Join Date
    May 2010
    Location
    Islamabad
    Posts
    3,021
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: kia iss saal hajj karna zaroori hai

    Quote Originally Posted by ♥Haya♥ View Post
    ♥As Salam O Alaikum!♥
    ♥Khairiat Mojud ba khariat matloob♥

    nyc topic siso
    actually zalzala zadgan ki to madad km e hui thi ,ziada to papi pait bharne k kaam aya tha..
    hakoomat ko kal b aur aj b mangne se fursat ni,apne khizanon pe naag bitha rakhe hn..kal abhi Saudi hakoomat ne itti bhari raqam di mgr kis kaam ki phir wohi papi pait.....ah

    ♥A smile is the universal welcome♥
    it is very ironic and sad situation that people do not trust on government..... so there is severe lack of trust.................. ab ham eik qaum nahi rahey..... her qaum ki rahin alag hogayi hain............

  5. #15
    Join Date
    May 2010
    Location
    Islamabad
    Posts
    3,021
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: kia iss saal hajj karna zaroori hai

    Quote Originally Posted by پاکستانی View Post



    ohh , i c

    Pakistan ma Bhet kar Middle East k bare ma ideas Lagana i dont think k sahe ha , Baat zaida agey na bharher aur ham topic ka Rukh na morey iss liye itna hi kahoo ga......

    baqi apne apne nazriye ki baat ha , sochne ka andaz alag ha ,

    lijye aik cup tea pejye kio k am also drinking now /tea
    chai nahi peeni me ko roza hai.......

Page 2 of 2 FirstFirst 12

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •