Elahi teri makhloq ka ajab ik tamasha dekha,
Chalaktey jaam dekhey, samandroo ko pyasa dekha.
Ye kya maajra hai apni to samaj mai nahi aya,
Admi apni hi justju main ulajhta dekha.
Jin k haath thay khali wo masrof-e-zikr dekhay,
Haathon mai liye tasbi-e-anmol waaiz ko bhatkta dekha.
Alhamd-u-Lillah ka matlab to samajh mai aya,
Siraat-e-mostaqim k matlab pay Logon ko jagharta dekha.
Eeman bechtay huay ADAM k betay dekhay,
HAVAA ki beti ko sar-e-bazar bikta dekha.
Kese dunya k makr-o-fraib se samjhota kr loon,
K in aankhon ne kitne jalte diyoon ko bhujta dekha....
This poetry is very close to my real life.. It represent my thinking for today's Muslim world .
Thread dedicated to Aliza