hum ap k sath hai pakistani bhai so inshAllah zaror kyun nh g
nhe naz sis hmari qoum main perhey likhey jahilon ki kaseer taadad mojud hai or sab bheer chal chalttey hain.
~I can't change fOr anybOdy~
hum ap k sath hai pakistani bhai so inshAllah zaror kyun nh g
Aap ki baat se mutafiq hoon lakin , aaj kal hamare Pakistan ma hi nahi balke dosre countries ma bhi bohat se aise log mojood hain jo Quran-e-Pak ko bhool chuke hain ,
Agar aap Arab and Pakistan k Quran-e-Pak k likhne k andaz ka Mowazna kare tu faraq yeh ha k Zeer ya Zabar ya kahe Peesh ya Jazam , yeh kahe kahe Arab Printed Quran ma nahi likha , jabke hamare Pakistan ma alag ha ,
iss se kahe kahe insan confuse ho jata ha start ma , Lakin yeh ghalat nahi ha
now Israel and other Non muslims , those who dont like Muslims un k bare ma abhi yahe new khabr aye , pata nahi kis had tak sahe ha
waisey ALLAH pak ne Quran-e-Pak ki Hifazat ka Zimma Khood liya ha ,
Koi iss ma changes nahi kar sakta ,
yani ap k kehney ka matlab hai k sudia arab me jo quran hai wo galat hai /wasey last wali baat tu apney bilkul sahi kahi pr wo baat samjh me nh ayi k sudia me quran galat nh nh aisa nh ho sakta pakistani bhai
Assalamu-Alekam WRWB
Jazak ALLAH for sharing
is taran ki bohat se sazeshen kerte rahey hein aur ker rahey hein yeh loug, peechay yeh bhi nahi hatein gey aur INSHAALLAH agay inhein hum bhi nahi bherne dein gey.
ALLAH(SWT) ne Quran-e-Pak ki hafazat ka zima khud liya hai, hamein bus is ki sahi talimat per amal ker ke is ki hifazat kerni hai, INSHAALLAH.
g bilkul sahi kaha apney
Ye Jahanumi Jo Marzi Kar Lain
ALLAH Ne Apni Kitab Ka Zimma Khud Uthaaya Huya Hai
Aur INSHALLAH Ek Din Hamara Mazhab Poori Dunya Main Kaayim Hoga INSHALLAH
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
Hello Muhtarma , maine aisa kab kaha k Arab Printed Quran-e-Pak Ghalat ha (NAUZ BILLAH)
maine kaha k jo Quran-e-Pak Arab ma printed use hota ha us ma , Zeer , zabar , Peesh, Jazam,ya phir Maad , yeh kisi kisi lafz par add nahi hota ,
jabke pakistan ma har likha hota ha , hamare countries ma sahe talafaz ko parne k liye yeh sab zaroori ha lakin Arab ma un ki language hi Arabic ha un ko koi problem nahi hote , lakin ma khabhi khabhi yaha parta hoon na Arabic Printed Quran-e-Pak tu us ma khabhi khabhi problem ho jate ha k ,
aap pata nahi samaje k nahi , sirf muje hi nahi bohat se log jo arabic nahi jante un ko hote ha
ok thnx explain karney ka