Insan ki zindagi mein sirf dou rastay hotay hein. Aik "SAHI" rasta aur dosra "ASAN" rasta. Jab insan ko in dono ka farq maloom ho jaye tou manzil per pohnchana asan ho jata hai, ghour kijeay asan ho jata hai, yehni ke "asani" ke liye "sahi" rastay ki zarourat hai. Ab maloum tou yeh hona chaiye ke 'asan' kia hai aur 'sahi' kia hai. "ASAN" ghulamy-e-nafs hai aur "SAHI" tazkiy-e-nafs hai!
Faisal hum per hai!!