ASSALAM O ALAIKUM
main ap sab k sath SALAAT UT TASBEEH ka tareeqa share kar raha hoon..Ye waise to aam halaat main b parhni chahye hai magar zindagi main isko har sorat aik bar zaroor parhna chahye hai...
farmaya gaya k
"AGAR TUM ISAY ROZANA PARH SAKTAY HAI TO ROZANA PARHO,MAGAR AGAR NAHI TO PHIR HAFTAY MAIN AIK BAR ZAROOR PARHA KARO,AGAR NAHI KARSAKTAY TO MAHEENAY MAIN AIK BAR PARHA KARO,AGAR PHIR B NAHI KARSAKTAY TO AIK BAR SAAL MAIN ZAROOR PARHA KARO,AUR AGAR PHIR B NAHI TO ZINDAGI MAIN AIK BAR ZAROOR PARHLENA"
YE MAFHOOM THA.
is azeem SALAAT k be shumar faiday hain...
ALLAH PAAK HUM SAB KO PARHNAY KI TAUFEEQ DAIN AUR HUM SAB KO SACHA AUR BA AMAL MUSALMAN BANAIN AMEEN SUMMA AMEEN.
JAZAK ALLAH KHAIR
REMEMBER ALL UMMAT IN UR DUAS
ASSALAM O ALAIKUM