Me eid ki namaza ke liye teyar honga, koi khaas dress nhi salwaya eid ke liye. Nimaz perh ke kuch khaonga ur lambii taaaaan ke so jaonga,
Hum perdeseyon ki eik aisi hi hoti hey apnon se door.............
Asalaam O Alaikum WRB
sab friend Kaisey hain ,
Jaisa k Eid k din Qareeb aa Rahey hain , tu mere mind koi aur Topic nahi Ghusa , socha yahe Topic laga loon
EID k din aap ki Plannings kia hain /jhoola1
I mean Kurian jo hain woh Dasey ge k Cooking kia karne ha , Dresses liye hain tu kaise liye hain , Choorian shoorian , ghoomna kaha ha ,
sab kuj yani
and Boys
kia liya ha , I mean Dresses ma , kia special Food request ha on EID , and many more
so guys Waiting for Answers
TC ALLAH HAFIZ for now
Be Happy1
Me eid ki namaza ke liye teyar honga, koi khaas dress nhi salwaya eid ke liye. Nimaz perh ke kuch khaonga ur lambii taaaaan ke so jaonga,
Hum perdeseyon ki eik aisi hi hoti hey apnon se door.............
Affrica ka janglon me hon bhai..........Derne ka nhi hey aaj kal yahan insaan paay jaate hen janwer sub bhaag gay hen.
wasallam
well eid k din ame kichen sey chuti detty hain no kam so tayar ho k namaz perhney jana hai then wapis a k baba ame sey eidi leni hai then as pas walon k gher eid milney jana hai phir gherper log ayen gey unki khatir dari khana peena sona tv net sab chalta rahey ga coz ye pak nhe hai so boriat tohogi hi
but raat ko kafii families ayen gi grand dinner karain gey
eid ki shopping me nay nahi ki hai...... aur baaqi eid ho shaadi mein khanay shanay nahi pakati ....... yeh cooking muj se nahi hoti............ eid per wese chooriyan pehnti hoon lakin sachi baat yeh iss eid per khushi nahi hai..... issliye kuchh khaas na karon........ eid per me amoman ghar per hee hoti hoon aur meray relatives itnay hotay hain kay kia bataon..... phir yeh bhi hota hai kay kisi kay ghar per chalay jain aur vahan khana bhi hota hai ........
ajj too meka seena ya champain jo bhi hain buhat shiddat say jaling .. karwi dakarain aying ... ajeeb tabiyat ho rahi ahi INSHALLAH kal bataonga