Originally Posted by
پاکستانی
Long Time Ago in 1998 i think ,tab ham Kharian Cantt Pakistan ma they , i was studing that time in class 9th ,
pass hi fields they , aksar ma waha ja kar bheta karta tha ,
aik din ma waha gya aur sath ma machis bhi ley gya Qudartan hi ,
thore k pass main achanak hi Machis jalaye pass , khushk Grass tha , us ko aag lagaye ,
Fields ma Gandam Pak kar teyar khare the and katne ko the , log bhi fields ma kataye ki teyari kar rahey they ,
Grass ko Aag lage tu woh Aag pheel kar Gandam ki taraf bharne lage , maine bare mushkil se Aag bujaye , bohat mushkil se , even logo k hath ma Gandam katne wala Auzar tha , woh mere taraf bhage , maine apne poore kosish se Aag bujaye
Shukar ha Aag bhuj gaye , and they I Run Away
Us waqt shayed ma life ma sab se Zaida bhaga hoonga , Pata nahi kitna bhaga
Aaj mujey khabhi yeh waqia yad ata ha tu Ehsas hota ha k shukar ha ALLAH k itne logo ki mehnat Zaya nahi gaye and kafi kuch Feel hota ha
So guys yeh koi funny nahi ha ok