Results 1 to 7 of 7

Thread: Hum Hi Thay Khuwabon Ki Batsi Ko Basaney Waaley

  1. #1
    Join Date
    Apr 2008
    Location
    Karachi
    Posts
    3,397
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474856

    Default Hum Hi Thay Khuwabon Ki Batsi Ko Basaney Waaley

    Hum Hi Thay Khuwabon Ki Batsi Ko Basaney Waaley
    Hum Ne Hi Rait Ke Gharondon Ko Bhi Mismaar Kiya

    Jo Reet Ahd-e-Wafa Ki Humeen Ne Daali Thi
    Humeen Ne Shehar-e-Jafa Mein Ussey Pamaal Kiya

    Iradey Bandhey Humeen Ne Jahan Badalney Ke
    Sabaq Humeen Ne Buzdili Ka Jag Mein Aam Kiya

    Woh Jiss Ke Naam Say Pehchaan Thi Mairi Ban Mein
    Ussi Ke Naam Ko Ruswa Sar-e-Bazaar Kiya

    Jo Jaa Ke Phir Kabhi Na Aa Sakey Ussi Pal Ko
    Ganwaya Aur Talaash Humeen Ne Baar Baar Kiya …..!!


  2. #2
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    manchester
    Age
    39
    Posts
    11,319
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    49 Thread(s)
    Rep Power
    21474864

    Default Re: Hum Hi Thay Khuwabon Ki Batsi Ko Basaney Waale

    nice sharing janab ,...

  3. #3
    Join Date
    Apr 2008
    Location
    Karachi
    Posts
    3,397
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474856

    Default Re: Hum Hi Thay Khuwabon Ki Batsi Ko Basaney Waale

    Quote Originally Posted by ~*zaib*~ View Post
    nice sharing janab ,...
    Thanks
    Last edited by Safah-e-Qartas; 03-08-2008 at 06:15 PM.


  4. #4
    Join Date
    Aug 2008
    Location
    Lucknow, Ontario, Canada
    Posts
    2,259
    Mentioned
    8 Post(s)
    Tagged
    411 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Hum Hi Thay Khuwabon Ki Batsi Ko Basaney Waale

    ati sundaram, nihaayat hii umda o urfa Ghazal marHamat farmaaii hai aapne jiske liye banda-e-naa_cheez aapkaa mamnoon hai. aapkaa intiKhaab nihaayat hii Khush-kun rahaa

    go k tamaam tar hii ash'aar dil-aavez haiN magar mundarija zel ash'aar ash'aar nisbatan ziyada pasand aaye:


    Jo Reet Ahd-e-Wafa Ki Humeen Ne Daali Thi
    Humeen Ne
    Shehar-e-Jafa Mein Ussey Pamaal Kiya

    Woh Jiss Ke Naam Say Pehchaan Thi Mairi Ban Mein
    Ussi Ke Naam Ko Ruswa Sar-e-Bazaar Kiya

    Jo Jaa Ke Phir Kabhi Na Aa Sakey Ussi Pal Ko
    Ganwaya Aur Talaash Humeen Ne Baar Baar Kiya
    0e480d0a 1548 44d4 a4a0 c060e77c8f98 - Hum Hi Thay Khuwabon Ki Batsi Ko Basaney Waaleyimages?qtbnANd9GcRzS69 Aa0hT FRo5Gf7r7mr5ShrZII6bgd8l7Z0JwQF4ALMmkG - Hum Hi Thay Khuwabon Ki Batsi Ko Basaney Waaley

    one quartet of [1 of 4 wings]
    The FIRST & ONLY School that i ever attended
    Syedna Saifuddin Taahir High School
    Aligarh Muslim University
    ALIGARH, India


  5. #5
    Join Date
    Apr 2008
    Location
    Karachi
    Posts
    3,397
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474856

    Default Re: Hum Hi Thay Khuwabon Ki Batsi Ko Basaney Waale

    Quote Originally Posted by Hashmat Usmani View Post
    ati sundaram, nihaayat hii umda o urfa Ghazal marHamat farmaaii hai aapne jiske liye banda-e-naa_cheez aapkaa mamnoon hai. aapkaa intiKhaab nihaayat hii Khush-kun rahaa

    go k tamaam tar hii ash'aar dil-aavez haiN magar mundarija zel ash'aar ash'aar nisbatan ziyada pasand aaye:


    Jo Reet Ahd-e-Wafa Ki Humeen Ne Daali Thi
    Humeen Ne
    Shehar-e-Jafa Mein Ussey Pamaal Kiya

    Woh Jiss Ke Naam Say Pehchaan Thi Mairi Ban Mein
    Ussi Ke Naam Ko Ruswa Sar-e-Bazaar Kiya

    Jo Jaa Ke Phir Kabhi Na Aa Sakey Ussi Pal Ko
    Ganwaya Aur Talaash Humeen Ne Baar Baar Kiya
    Thanks


  6. #6
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Europe/NWFP
    Age
    32
    Posts
    8,270
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: Hum Hi Thay Khuwabon Ki Batsi Ko Basaney Waale

    niceeeeeeee
    My prayer, my offering, my life and my death are all for Allah SWT, the
    Lord of all the worlds..

  7. #7
    Join Date
    Jun 2008
    Location
    Khi
    Age
    37
    Posts
    768
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Hum Hi Thay Khuwabon Ki Batsi Ko Basaney Waale

    KIA baat hai..
    bhout khoob

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •