Jub Tak Dil Na Bharta Khareedta Jaata
Dil Elfi Se Jorne Ke Liye Tora Jaata Hai Shayad
Kyun Ke Aqal Thokar Khaane Ke Baad Aati Hai Baadaam Khaane Se Nahin
well Naz siso
Mohabbat aj kal bazar me bik rahi hai chalty P hirty aj kal to mohabbat ho jati hai
me ek baar b na khiridti
2..
dil tora nahi jata ye toot jata hai aP ni hi kisi na kisi galat faisle ya galat fehmi se ye galat umeedy lagany se
3..
Pata nahi q karty hain
Agar P ata ho k anjam bura hai to Peechy hat janna chahye
jo aesa nahi karty wo Mohabbat ko badnam kar rahy hai khamakha
is Per ek shair
MOhabbat haAr k jeena bht Mushkil hai Mohsin
P er ussYY itna bata dena,bharm tora nahi kartYY
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
Ans - Q#1 . Agar mohabbat bazaar me bikti to mai kabhi bhi,kitni bhi baar... nahi kharidta..
Ans - Q#2 . Mere nazdeek dil torne ki kabhi koi wajah nahi hoti, kyon ke wajuhaat to jazbo se nikalti hain.. jaha jazbaat ye ehsaas hi na hon, waha wajha kesi ?
Ans - Q#3 . Mohabbat ki tamam achaaiyon se dur aik burai hay jo mai samjhta hun..k insaaan khud ko jhooti tasalliyaan dena sikh leta hay...
isliy anjaam jante hoe bhi.. us se mu more rehte hain..
beside that.. mohabbat ka ehsaas khud bhi aisa hay jo insan ko anjaam se befikker kar deta hay.. uske nashe me insan ko bura injaam to choren.. na mumkinaat bhi mumkin lagne lagti hain.. gharz ye ke mohabbat me khud bhi kuch aisa hay jo aaghaaz-e-ishq me anjaam aur aane wale pal se bekhaber kardeta hay..
answe-1 ager mohbbat bazaar main bikti tu main use khreed ker uski tuheen na kerti kiun k usmain sao dard hotey bewayi k jelouse k aur jo gham mujhye apney liye gawara nahi wo dosron ko kaise de do....
2- her cheez ka apna pna ek maqsad hota hai aur per dil tour ker tu baddua hi milti hai tu ayesa gunaah kerna achi baat nahi fir b jo asani se dil tour detey hai dil tutney ki bhut saari waja unke paas hi hosakti hai aur ye dil tourney waley hi bata saktey hai kis liye tourtey hongey shoker hai main ne nahi tora kabhi b kisi ka dil.....
3-pyaar zindaghi hai tu ek azaaab bi aur azmayish b aur insaan ki taqat b aur junoon e mohbbat b diwanghi main sahi aur galt ka farq samjhney nahi deti jo diwaney hotey hai wo anjaam se nahi dartey ....