Page 6 of 11 FirstFirst ... 45678 ... LastLast
Results 51 to 60 of 106

Thread: Mein,Barish Aur Tum

  1. #51
    Join Date
    May 2008
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    8,519
    Mentioned
    6 Post(s)
    Tagged
    274 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: Mein,Barish Aur Tum

    Quote Originally Posted by Silent Tears View Post
    Hum Kamre Ke Andar Hote Hain Aur Baarish Ko Dekhte Hain


    Humein Baarish Garmiyon Ki Pasand Hai


    Humein Baarish Raat Ki Zyaada Pasand Hai




    Ab Ke Baras Saawan Main Ro Kar Dil Ke Zakham Chupaayein Ge

    Dil Main Jale Hain Jo Angaare Shayad Wo Bujh Paayein Ge





    No Comments Plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz



    Good. mujhe bhi raat ki barish main zaida maza ata hai

    2dnmmf - Mein,Barish Aur Tum

  2. #52
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    manchester
    Age
    39
    Posts
    11,319
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    49 Thread(s)
    Rep Power
    21474864

    Default Re: Mein,Barish Aur Tum

    Quote Originally Posted by Paras View Post
    Topic ko daikh k chonk gaye na? aray mein tu bus ye jan na chahti hon k .......

    Aap barish ko kaise enjoy karte hain???

    Barish Sardion ki pasand hai ya Garmion ki??

    Baarish Raat ki zaida achi lagti hai ya Din ki???

    Barish k waqt kon sa shair ya song aap gungunate hain??

    Barish k hawalay se koi Yadgaar Waqiya???????


    apne friends se yeh sab share kijeye .....kijeyeee naaaaaa.......
    ham say tu na hi pochain ye sawal

    i knw barish ALH ki rehmat hoti hai or barish k waqt jo dua mango wo bhi pori hoti hai

    lekin yahan sara sal barish hoti hai
    sach main kabhi kabhi tang ajatay hain k kia aaj bhi barsh ham tu sun dekhnay ko tarastey hain ..............

    ab esay main ye sabactivies yadd nahi rehti

  3. #53
    Join Date
    May 2008
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    8,519
    Mentioned
    6 Post(s)
    Tagged
    274 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: Mein,Barish Aur Tum

    Oh Oh..........

    2dnmmf - Mein,Barish Aur Tum

  4. #54
    Join Date
    Aug 2008
    Location
    Lucknow, Ontario, Canada
    Posts
    2,259
    Mentioned
    8 Post(s)
    Tagged
    411 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Mein,Barish Aur Tum

    hayeeee! kia yaad dilaa dii

    aap meN se chand dostoN aur dostanyoN [] ko shaayad ilm ho k maiN ne apnii zindagii kaa beshtar Hissa gaaoN meN guzaare hai jahaaN na to nalke [tap] meN paanii ravaaN davaaN hotaa thaa aur na hii bijli kii sahooliyaat. andaaz e guzar basar bilkul muKhtalif thaa. aap log to shaayad qayaas bhi nahiiN kar sakte jin masaa'ib, mushkilaat aur diqqatoN ke ham shikaar huye. paanii joo-e-sheer laane ke mutaraadif thaa.

    garmiyoN meN to paanii kii qillat aise hii thii jaise Ghareeb kii jeb men phooTii kauRii ho. to hamaare gaaoN meN paanii jab na barastaa aur baarish kii saKht zaroorat hotii to ham saare gaaoN ke laRke jam'a hote aur siref shorts pahen kar galiyoN galiyoN ghoomte aur ba-aawaaz-e-baland yeh na'ra lagaate:

    yaa Rab! paanii de...kaalaa meghaa! [baadal] paanii de


    aur hamaarii pukaar sun kar har ghar se laRkiyaan, aurteN nikal kar baahar aatiiN [hayeeeeeee laRkiyaaN! ] aur hamaare oopar ek ek loTaa paanii [Khuda kaa shukr hai k ek chulloo nahiiN ... hehehe ] DaaltiiN to ham saare laRke log us taptii, jhulastii zameen par paanii ke oopar loTte poTte jaate aur na're buland karte jaate:

    yaa Rab! paanii de...kaalaa meghaa! [baadal] paanii de


    bas isii taraH saarii dopaher guzaar dete aur kabhi kabhaar aisaa bhi hotaa k paanii baras jaataa aur agar na bhii barastaa to ham to amsha Allah Khush ho jaate k chalo bhai isii bahaane hamaarii kalloo raanii ke deedaar to huye
    0e480d0a 1548 44d4 a4a0 c060e77c8f98 - Mein,Barish Aur Tumimages?qtbnANd9GcRzS69 Aa0hT FRo5Gf7r7mr5ShrZII6bgd8l7Z0JwQF4ALMmkG - Mein,Barish Aur Tum

    one quartet of [1 of 4 wings]
    The FIRST & ONLY School that i ever attended
    Syedna Saifuddin Taahir High School
    Aligarh Muslim University
    ALIGARH, India


  5. #55
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Mein,Barish Aur Tum

    Quote Originally Posted by Ali Shah View Post
    han han samjh jao kon kon hamil hai

    ok kitnay bajay ana hai aur akelay aana hai kia ?

    shan mughlia jao .millenium k pass nya khula hai zabardast hai 700 per head ........
    700 per head itna zaida abey yaar kuch khaya he nahi gaya kasam se dekh dekh ke dil bhur gaya

    yaar cusion he lekr gaya tha treat thi na

  6. #56
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Mein,Barish Aur Tum

    Quote Originally Posted by Paras View Post
    Shukr aik Bazoq Larki nazar aai ......sab se pehle tu boht shukriya jo mere masoom se Topic ka aap ne haq ada kya....... hmmm yeh Parveen Shakir ki nazm hai aur mere mind main last monday ko boht zaida ghoom rahi thi.... boht zbar10... maza aya parh kar.... oh hu pakoray..... hmm aise mosam main kachori , samosay aur pakoray boht mazay k lagte hain na........ oh bhai k saath barish ne aisa sulook kya..... ......
    hum bazoq he hian janab her mousam main dhul jane wale
    haan pakorey wagera tu zaburdast lagte hain

  7. #57
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Mein,Barish Aur Tum

    Quote Originally Posted by Paras View Post
    hmm mujhe correction karne ki tu beemari hai , boht mushkilon se control karti hon warna dil karta hai k sab ki islah karti phiron...... han na koi kar k tu dikhaye beimaani......
    teacher jo hue


  8. #58
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Mein,Barish Aur Tum

    Quote Originally Posted by Ali Shah View Post
    MSHALLAH bol dia karein sath .nazar lag jai gi warna
    tu hiana nazar bato nahi lage gi

  9. #59
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Mein,Barish Aur Tum

    Quote Originally Posted by Ali Shah View Post
    safeguard say 2 dafa dhoya hai ......
    jarasim phir bhi nahi mare tere

  10. #60
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Mein,Barish Aur Tum

    Quote Originally Posted by ~*zaib*~ View Post
    ham say tu na hi pochain ye sawal

    i knw barish ALH ki rehmat hoti hai or barish k waqt jo dua mango wo bhi pori hoti hai

    lekin yahan sara sal barish hoti hai
    sach main kabhi kabhi tang ajatay hain k kia aaj bhi barsh ham tu sun dekhnay ko tarastey hain ..............

    ab esay main ye sabactivies yadd nahi rehti
    hosla beti


Page 6 of 11 FirstFirst ... 45678 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •