Bilkul Sahi
Azmaish bilkul daldal ki terha hoti hai is may say insaan sirf apnay bal botay per nahi nikal sakta..koi rasi chahye hoti hai kisi ka hath darkar hota hai..aur us waqat wo rasi woh hath mazhab ka hota hai..rasi aur haath nahi ho ga to aap daldal kay anderjitnay zaida hath pao maray gay utna hi jald dobay gay..pani may doobnay wala shakas zinda nahi to mernay kay baad uper aa jatahai meger daldal jis shakas ko nigal lenay may kamyaab ho jati hai usay dubara zaihir nahi kerti...
lakin jo shakas aik baar hath aur rasi kay zriye daldal say nikalnay may kamyaab ho jaye woh agli kisi daldal may nahi derta....
(Imaan, Umeed aur Muhbbat, Umera Ahmad)
Last edited by Arslan; 07-08-2012 at 02:24 AM.
Bilkul Sahi
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
hmm
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
nice sharing
bilkul sahi, in ki yeh deeni his he tou mjhe attract kerti hai
/up
I am so lonely, broken angel
I am so lonely, listen to my heart
One and only, broken angel
Come and save me, before I fall apart