Results 1 to 3 of 3

Thread: Hina ka rang hoon main

  1. #1
    Join Date
    Feb 2009
    Location
    City Of Light
    Posts
    26,767
    Mentioned
    144 Post(s)
    Tagged
    10310 Thread(s)
    Rep Power
    21474878

    Default Hina ka rang hoon main

    Hina ka rang hoon main
    hathon pe to aaon ga
    utar gaya to mehak
    apni chor jaon ga
    ghazal ka shair hoon
    dil ki kitaab main likh lo
    bhula diya to kabhi
    yaad bhi na aaon ga
    tera hi ashk-e-tamana hoon
    rok lo mujhe ko
    main aik din teri
    palkon pe jag-magaon ga
    khuloos-e-dil se sada di agar
    kisi ne mujhe gayi bahaar ki tarha
    phir lot aaon ga
    dilon ka dard agar koi na samjha
    MOHSIN.....to phir pathroon k
    zamane main lot jaun ga



    3297731y763i7owcz zps9ed156a3 - Hina ka rang hoon main

    MAY OUR COUNTRY PROGRESS IN EVERYWHERE AND IN EVERYTHING SO THAT THE WHOLE WORLD SHOULD HAVE PROUD ON US
    PAKISTAN ZINDABAD











  2. #2
    Join Date
    Oct 2009
    Location
    Failed State
    Posts
    50,102
    Mentioned
    2 Post(s)
    Tagged
    34 Thread(s)
    Rep Power
    21474902

    Default Re: Hina ka rang hoon main

    Hina ka rang hoon main hathon pe to aaon ga
    utar gaya to mehak apni chor jaon ga


    ghazal ka shair hoon dil ki kitaab main likh lo
    bhula diya to kabhi yaad bhi na aaon ga


    tera hi ashk-e-tamana hoon rok lo mujhe ko
    main aik din teri palkon pe jag-magaon ga


    khuloos-e-dil se sada di agar kisi ne mujhe
    gayi bahaar ki tarha phir lout aaon ga


    dilon ka dard agar koi na samjha MOHSIN.....
    to phir pathroon k zamane main lot jaun ga


    aise post kia kro plz mod ji.. perhne me maza nhi ata agr aage piche words hon..mtlb addhi line uper adhi niche..

  3. #3
    Mohammad Sajid's Avatar
    Mohammad Sajid is offline * خاک نشین *
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Hina ka rang hoon main

    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •