ahaaan ahaan
kithy ho logo
Ek din shararatan us k kamre mn ja kr,
deewar pe likhe kuch haruf parrhna chahe,,
har jagah hath se bani tasveeron ko samjhna chaha,
kahin sookhe gulab ki pattiyan thin,
kahin takiya aansoun se num tha,
phr kitabon se aisi kitab mere hath lagi,
jis k safha-e-awal pe mera naam tha,
kuch lafaz chape the,mera hath laraz utha,
chehra paseene se tar tha,
meri sada mere kaanon mn goonjne lagi,
"MUJHE KHABAR BHI NAHI
K WOH KHAMOSH SA SHAKSH,
MUJHE IS QADAR CHAHTA HE"
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
ahaaan ahaan
kithy ho logo
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
Sanorita, hum aagaye
tahe dil se Wah Wah kerne wale.
Bahut achaa kalam pesh kiya aapne,
Mujhe khaber bhi nahin wo
khamosh sa shaksh,
Mujhe is kader chahta hai.
Jara neeche pesh kiya ek sher
ka muhkaiza phermaiye:
" Kabhi youn bhi aa meri aankh main
ki meri nazer ko khaber na ho,
Mujhe ek raat nawaz de ki iske
baad khaber na ho."
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
bohaat aala santi.. bohat acha selection hay.. thanks..
v.nice/up
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
shukriaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!