ufff...tauba hai...kitni be-Hayaaii kaa libaas hai aur jab ise muslim Khawaateen zeb-e-tan kartii haiN to vo chaahe mere apnii rishtedaar hoN yaa koii aur mujhe bahooot sharmindagii hotii hai...ab jab k is Hinduaane libaas kaa India men hii qal'a qam'a ho rahaa hai to Pakistan kii mastooraat kaa rujHaan is taraf dekh kar baRii Hairat hotii hai...kitne beHayaaii kaa libaas hai yeh...Allah sab ko 'aql e saleem 'ataa farmaaye k vo is libaas ko aag lagaa deN...aameen
one quartet of [1 of 4 wings]
The FIRST & ONLY School that i ever attended
Syedna Saifuddin Taahir High School
Aligarh Muslim University
ALIGARH, India
Jaisi Bhi Hoon Achi Buri, Apne Liye Hoon
Main Khud Ko Nahin Dhekti Auron Ki Nazar Se !
achi hain sab
kahan hai be hayai..??/
ye libas indian k sath q khas kar rhay ho
u knw sindh main ye libas sab say zayda pehna jata hai .....
aap Khawaateen kii blouse to dekhiye...sleevless, deep neck, back visible, belly brahna...aur kia hotii hai be-Hayaaii? HinduoN se hii yeh libaas aayaa hai...yeh libaas Ghair islami hai...yehi vajah hai k ab ise Hindu aurten bhi naa ke baraabar pahentii haiN...is kaa rivaaj maiyat kii taraH uTh rahaa hai...i am from India...i have seen it all ... sorry if i offended u but thts the fact
one quartet of [1 of 4 wings]
The FIRST & ONLY School that i ever attended
Syedna Saifuddin Taahir High School
Aligarh Muslim University
ALIGARH, India
nice sharing princess
you are right
lekin zamane main ab ye nahi dekha jata k kon kitna dhanpa howa hai aajkal sirf be hayahi ko hi pasand kia jata hai
khair nice sarees
hmmmmmmmmmmm...yahan to bara topic chal raha hai...khair aap sab is baat ko horen...
baby princess aap ki sharings bohat bohat achi hoti hain mujhy hamesha pasand aati hain...is baar b achi hain lakin is main jism nzr aa raha hai... sleeveless to theek hai itna to chlta hai but plzzz aisi sharing na kia kren jis main jism nzr aata hohope u'll try to understanand plzz dont mind
@Hashmat Usmani
aap plzzz gussa na hon ye fashion section hai yahan fashion k baary main sb kuch hota hai lakin ye zaroori nahi k jo kuch yahan share hota hai wo hum log pehnty hain...
and u r right k jism nzr aa raha hai ....is k liye sorry
Khud Ko Bud Naseeb Kehny K Gunaah Say Bachty Raho
to all who liked it: thank u for liking it.
to any1 whom i have offended: sorry magar maine to ye designs wagera dekh kar share ki thi. waise bhi maine wo hi sharings ki thi jin main arms ke siwa koi cheez nazr nahin aa rahi ho. magar phir bhi agar kisi ko bura laga hai to main maazrat chahti hoon. mera maqsad sirf aur sirf design aur style show karna tha, bas.
P.S. ye sab indian sarees hi hain...