v.nice/up/up
Jab Say Kisi Ki Mujh Pay Inayat Nahi Rahi
Mujh Ko Bhi Zindagi Ki Zaroorat Nahi Rahi
Ham Nay To Khoon Apni Tamanna Ka Kar Diya
Lo Ab To Tum Ko Koi Shikayat Nahi Rahi
Hansna To Chahtay Hai'n Magar Kis Tarha Hansai'n
Muddat Guzar Gai Kay Yeh Aadat Nahi Rahi
Us Aainay Mai'n Tujh Ko Karai'n Kis Tarha Talash
Jis Aainay Ki Khud Koi Soorat Nahi Rahi
Aey Gardish-e-Jaha'n Hamai'n Ab Koi Gham Na Day
Ab Tairay Naaz Uthanay Ki Taqat Nahi Rahi
Raihnay Day Tana Zann Yoo'nhi Aehbab Ko Hya
Is Tarha Sun Kay Jaisay Sama'at Nahi Rahi...!!!
v.nice/up/up
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
zbrdast
پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا
Hansna To Chahtay Hai'n Magar Kis Tarha Hansai'n
Muddat Guzar Gai Kay Yeh Aadat Nahi Rahi
Last edited by Killer; 05-10-2010 at 04:24 AM.
bht khoob
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
"Hansna to chahte hain mager kis
tareh hanse,
Muddet guzer gaye aadet na rahi."
Wah bhai wah, bahut Khoob suret
kalaam inayet kiya aapne Guriya. Jara
is pe bhi gaur phermalejiye:
"Unke dekhe se jo aajati hai muskarahet
chere pe,
Wo samajhte hain beemar ka haal acha hai."
Very nice