Results 1 to 9 of 9

Thread: Jab Say Kisi Ki Mujh Pay Inayat Nahi Rahi..Jab Say

  1. #1
    Join Date
    Feb 2009
    Location
    City Of Light
    Posts
    26,767
    Mentioned
    144 Post(s)
    Tagged
    10310 Thread(s)
    Rep Power
    21474878

    snow Jab Say Kisi Ki Mujh Pay Inayat Nahi Rahi..Jab Say

    Jab Say Kisi Ki Mujh Pay Inayat Nahi Rahi
    Mujh Ko Bhi Zindagi Ki Zaroorat Nahi Rahi

    Ham Nay To Khoon Apni Tamanna Ka Kar Diya
    Lo Ab To Tum Ko Koi Shikayat Nahi Rahi

    Hansna To Chahtay Hai'n Magar Kis Tarha Hansai'n
    Muddat Guzar Gai Kay Yeh Aadat Nahi Rahi

    Us Aainay Mai'n Tujh Ko Karai'n Kis Tarha Talash
    Jis Aainay Ki Khud Koi Soorat Nahi Rahi

    Aey Gardish-e-Jaha'n Hamai'n Ab Koi Gham Na Day
    Ab Tairay Naaz Uthanay Ki Taqat Nahi Rahi

    Raihnay Day Tana Zann Yoo'nhi Aehbab Ko Hya
    Is Tarha Sun Kay Jaisay Sama'at Nahi Rahi...!!!



    3297731y763i7owcz zps9ed156a3 - Jab Say Kisi Ki Mujh Pay Inayat Nahi Rahi..Jab Say

    MAY OUR COUNTRY PROGRESS IN EVERYWHERE AND IN EVERYTHING SO THAT THE WHOLE WORLD SHOULD HAVE PROUD ON US
    PAKISTAN ZINDABAD











  2. #2
    Join Date
    Mar 2010
    Location
    *In The Stars*
    Posts
    18,093
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    1271 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: Jab Say Kisi Ki Mujh Pay Inayat Nahi Rahi..Jab

    v.nice/up/up




    Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
    Mein Le Kar Bhi,

    Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
    Behter Hai...!!


  3. #3
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    4,000
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474857

    Default Re: Jab Say Kisi Ki Mujh Pay Inayat Nahi Rahi..Jab


    2q0koia - Jab Say Kisi Ki Mujh Pay Inayat Nahi Rahi..Jab Say

  4. #4
    Join Date
    Sep 2008
    Location
    Multan
    Age
    33
    Posts
    2,384
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Jab Say Kisi Ki Mujh Pay Inayat Nahi Rahi..Jab

    zbrdast
    sigpic402 6 - Jab Say Kisi Ki Mujh Pay Inayat Nahi Rahi..Jab Say
    sigpic402 5 - Jab Say Kisi Ki Mujh Pay Inayat Nahi Rahi..Jab Say

  5. #5
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Jab Say Kisi Ki Mujh Pay Inayat Nahi Rahi..Jab

    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  6. #6
    Join Date
    Oct 2009
    Location
    Failed State
    Posts
    50,102
    Mentioned
    2 Post(s)
    Tagged
    34 Thread(s)
    Rep Power
    21474902

    Default Re: Jab Say Kisi Ki Mujh Pay Inayat Nahi Rahi..Jab

    Hansna To Chahtay Hai'n Magar Kis Tarha Hansai'n
    Muddat Guzar Gai Kay Yeh Aadat Nahi Rahi
    Last edited by Killer; 05-10-2010 at 04:24 AM.

  7. #7
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Karachi....
    Posts
    31,280
    Mentioned
    41 Post(s)
    Tagged
    6917 Thread(s)
    Rep Power
    21474882

    Default Re: Jab Say Kisi Ki Mujh Pay Inayat Nahi Rahi..Jab

    bht khoob


    Ik Muhabbat ko amar karna tha.....

    to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!


  8. #8
    Join Date
    Aug 2009
    Location
    Jodhpur . India
    Age
    83
    Posts
    6,218
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    23 Thread(s)
    Rep Power
    21474858

    Default Re: Jab Say Kisi Ki Mujh Pay Inayat Nahi Rahi..Jab

    "Hansna to chahte hain mager kis
    tareh hanse,
    Muddet guzer gaye aadet na rahi."

    Wah bhai wah, bahut Khoob suret
    kalaam inayet kiya aapne Guriya. Jara
    is pe bhi gaur phermalejiye:

    "Unke dekhe se jo aajati hai muskarahet
    chere pe,
    Wo samajhte hain beemar ka haal acha hai."

  9. #9
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Pakistan
    Age
    39
    Posts
    155
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Jab Say Kisi Ki Mujh Pay Inayat Nahi Rahi..Jab

    Very nice

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •