vry nyc.
Aankhain khuli rahain gi toh manzar bhi ayengay
Zinda hai dil toh aur sitamgarr bhi ayengay
Pehchaan lo tamaam faqeeron kay khadd-o-khaal
Kuch log shab ko bhais badal kar bhi ayengai
Gehri khamosh jheel kay paani ko yun na chaidh
Cheenthay uday toh teri qaba par bhi ayengay
Khud ko chhupa na sheesha garon ki dukhaan mai
Sheeshay chamak rahey hain toh pathar bhi ayengay
Aye shehr yaar dasht say fursat nahi magar!!
Niklay safar pay hum toh teray ghar bhi ayengay
Mohsin abhi saba ki sakhawat pay khush na ho
Jhonkay yehi basoorat-e-sarr sarr bhi ayengay
Last edited by Seven Tiles; 04-10-2010 at 04:08 PM.
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
vry nyc.
v nice
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
Gehri khamosh jheel kay paani ko yun na chaidh
Cheenthay uday toh teri qaba par bhi ayengay
bht umda
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
thank u
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
xbrdst
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*