nice selection1
Dil ki baat labon per la ker ab tak hum dukh sehte hain,
Hum ne suna tha is basti main dil wale bhi rehte hain,
Beet gaya sawan ka maheena mousam ne nazren badli,
Lekin in pyasi aankhon main ab tak aansu behte hain,
Aik humen aawara kehna koi barra ilzaam nahi,
Dunia wale dil walon ko aur bphat kuch kehte hain,
Jinki khatir shaher bhi chhorra jin k liye badnaam howe,
Aaj wahi hum se begane begane se rehte hain,
Wo jo abhi rah-guzr se chaak-e-garebaan guzra tha,
Us aawara deewane ko Jalib Jalib kehte hain...!!!
nice selection1
روز و شب کے میلے میں
غÙلتوں Ú©Û’ مارے ÛÙ…
بس ÛŒÛÛŒ سمجھتے Ûیں
ÛÙ… Ù†Û’ جس Ú©Ùˆ دÙنایا
بس اسی کو مرنا تھا
bht khoooobbbbbbbbbbbbbbb
~~~☆☆☆☆☆~~~~♡♡♡♡~~~~
~~~~☆☆☆☆~~~~♡♡♡♡~~~~~~
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
v.nice selection.. keep it upWo jo abhi rah-guzr se chaak-e-garebaan guzra tha,
Us aawara deewane ko Jalib Jalib kehte hain...!!!
bhtt khoobbb
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
thanx to all