Page 3 of 3 FirstFirst 123
Results 21 to 26 of 26

Thread: islamabad mein zalzilay kay jhatkay

  1. #21
    Mohammad Sajid's Avatar
    Mohammad Sajid is offline * خاک نشین *
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: islamabad mein zalzilay kay jhatkay

    Aap Se Ye Poochna Chahoon Ga

    Zardari Zindabad Ke Naare Kaise Lag Gaye ?

    Aise Main To Apna Hosh Nahin Rehta

    Aur Sirf Kalma Zuban Pe Rehta Hai

    Jaise Aimaal Waisi Saza
    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  2. #22
    Join Date
    Feb 2010
    Location
    iss dunya me
    Posts
    1,398
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474852

    Default Re: islamabad mein zalzilay kay jhatkay

    Quote Originally Posted by Safia View Post
    siso me aap se agree karti hoon aap nay bahut achi baat ki hai aur hamain apnay pehlay ahmaal dekhana chahien aur uss ko change karien aur apni saari energy country aur iss ki welfare mein sirf karien..............
    thanx siso dear mujhe se agree krne ka

  3. #23
    Join Date
    Aug 2010
    Location
    Lahore
    Posts
    1,043
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: islamabad mein zalzilay kay jhatkay

    Quote Originally Posted by Smiling Assassin View Post
    aik nahi puri awam hi shoro say lay kar akhir tak aisi hai cz jaisi awam hogi waisay hi hukmaran hon gay...
    Me agree nhi kerta. Her jagah pe koi nah koi Allah ke neik bandon ka garoh rehta hey, Jo Allah ke ahkamaat pe chalte hen. Ur jub zameen Allah se ijazet leti hey keh mujh ko ijazet de keh main is basti walon ko ulat don kionkeh is men tere nafermaan bande boaht zeyada hen to Allah just un chand logon ki wajah se kehta hey keh abhi ruk ja. wo chand bande kiya kerte hen?

    Apne gunahon ki astagfaar kerte hen ur aansu bahate hen. ur yehi aansu jub zameen pe girte hen to us ke gusse ko kum kerte hen.

    So aap yeh nah kaheen keh saari awaam hi eik jaisi hey. Ager sub eik jaise hote to kub ki hamari basti ulat di gai hoti.

    Allah Hum ko apne neik bandoN men shamil ker le. Aameen

  4. #24
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Wah cantt
    Age
    32
    Posts
    2,154
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    3 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    snow Re: islamabad mein zalzilay kay jhatkay

    Sir u are right but issay urdu main taghleeb ka segha kehtay hain jis ka matlab most of people among us even including me....(main bhi buhut gunah gar banda hoon Allah Mauf Farmaiye)
    Last edited by Smiling Assassin; 23-10-2010 at 05:09 PM.

  5. #25
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Paris of East
    Posts
    10,491
    Mentioned
    13 Post(s)
    Tagged
    1617 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: islamabad mein zalzilay kay jhatkay

    Quote Originally Posted by Silly View Post


    Me agree nhi kerta. Her jagah pe koi nah koi Allah ke neik bandon ka garoh rehta hey, Jo Allah ke ahkamaat pe chalte hen. Ur jub zameen Allah se ijazet leti hey keh mujh ko ijazet de keh main is basti walon ko ulat don kionkeh is men tere nafermaan bande boaht zeyada hen to Allah just un chand logon ki wajah se kehta hey keh abhi ruk ja. wo chand bande kiya kerte hen?

    Apne gunahon ki astagfaar kerte hen ur aansu bahate hen. ur yehi aansu jub zameen pe girte hen to us ke gusse ko kum kerte hen.

    So aap yeh nah kaheen keh saari awaam hi eik jaisi hey. Ager sub eik jaise hote to kub ki hamari basti ulat di gai hoti.

    Allah Hum ko apne neik bandoN men shamil ker le. Aameen
    sab nahi mostly log sahi nahi hain aur total 5% ba amal log hongay aur in ba amal logon main se b 60 % aise hongay jo zahiri tor par ba amal hongay magar andar unka koi amal aisa nahi hoga jo gunah se khali ho main aise be tahasha logon ko janta hoon jo dunya walon k samne kuch hain aur haqeqat main kuch aur mere relatives main aise log hain k agar ap unko dekhlo to yehi kahogay k inse zada naik banda nahi hai is ilaqay main magar unk apni biviyun k sath taluqat intehae kharab, paisay k mamlay main hair phair karne main unko koi karahiyat nahi hoti kis ki galay denay main koi dushwari nahi hoti...jo 5% ba amal log hian un main se b 60 % dekhaway walay hain aur sirf 40% sahi amal walay hain matlab k over all population main 0.5 % log hain jo baamal hain aur ye PAKISTAN k hisab se main bata raha hoon...

    yahan kaise kaise zalzalay ae aur kaisi kaisi jaga par ae...

    zameen kab kanpti hai jab is main nafarmani barh jati hai...

    aur apne jo bat kahi zameen wali wo main pori kardeta hoon k jab zameen par betahasha naframani barh jati hai to Zameen ALLAH PAAK se kehti hai k AY ALLAH PAAK mjhe ijazat dian main is banday ko nigal loon, asman kehta hai k AY ALLAH PAAK mjhe ijazat dain main is banday par toot paron, pahar kehtay hain k AY ALLAH PAAK mjhe ijazat dain main is banday ko apne darmyan masal doon to us par ALLAH PAAK kehtay hain k (mafhoom) NAHI NAHI YE MERA BANDA HAI AGAR YE TERI MAKHLOOQ HAIN TO TO INK SATH JO KARNA CHAHTA HAI KARLAY...MJHE APNE BANDAY KI TOBA KA INTEZAR HAI K YE KAB MERE PAS LOTAY GA AUR TOGA KAREGA...

    ALLAH PAAK KI ZAAT BUHAT GHAFOOR UR RAHEEM HAI

    apne b is chez ko dekha hoga k jab zalzalay ae hain to kitnay he shadeed q na hoon ALLAH PAAK ne us main apne naik bandon ki aur Ibadat gahoon ki hifazat ki hai...

    8th oct 2005 main pora shehar tabah hogaya tha nwfp ka aik magar aik kacha matti se bana ghar jis main aik darar tak na ae aik buzurg ka ghar tha...

    Nepal ya Indonesia main pora shehar tabah hogaya magar MASJID apni jaga barqarar...

    aur main bilkul is bat se agree karta hoon k jo ALLAH PAAK k naik muttaqi parhezgar banday hain unki wajase hum par ALLAH PAAK ki khas Rehmat hai warna konsa gunah hai jo humaray muashray main na horaha ho...har gunah ka kam horaha hai hamaray han hum par buhat he baray baray azab achukay hotay agar ye TOBA ASTAGHFAR karnay walay NAIK MUTTAQI AUR PARHEZGAR log na hotay...


    DUA...MUST READ AND MUST FORWARD



    Then Which Of The Favours Of Your LORD Will You Deny?

    "Be In This World As If You Were A Stranger Or A Traveler"
    (Bukhari)






  6. #26
    Join Date
    Jul 2010
    Location
    Wah cantt
    Age
    32
    Posts
    2,154
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    3 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    present Re: islamabad mein zalzilay kay jhatkay

    Quote Originally Posted by Silly View Post


    Me agree nhi kerta. Her jagah pe koi nah koi Allah ke neik bandon ka garoh rehta hey, Jo Allah ke ahkamaat pe chalte hen. Ur jub zameen Allah se ijazet leti hey keh mujh ko ijazet de keh main is basti walon ko ulat don kionkeh is men tere nafermaan bande boaht zeyada hen to Allah just un chand logon ki wajah se kehta hey keh abhi ruk ja. wo chand bande kiya kerte hen?

    Apne gunahon ki astagfaar kerte hen ur aansu bahate hen. ur yehi aansu jub zameen pe girte hen to us ke gusse ko kum kerte hen.

    So aap yeh nah kaheen keh saari awaam hi eik jaisi hey. Ager sub eik jaise hote to kub ki hamari basti ulat di gai hoti.

    Allah Hum ko apne neik bandoN men shamil ker le. Aameen
    janab Allah Almighty nay surah Anfaal(8th surah) main ayat no 25 rukuh no 3 parah no 9 main Farmaya:
    "us fitnay say daro tou main say khaas zaalimoon ko nai phonchay ga"
    ya'ni us ka shikar sirf zaalim ya gunnah gar nai hoon gay....

Page 3 of 3 FirstFirst 123

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •