lovely sharing..thanks
Nigah-e-Yar Pay Palkon Ki Agar Lagam Na Ho,
Badan Mein Door Taq Zindagi Ka Naam Na Ho,
Tu Benaqab Jo Phirti Hai Gali Kachon Mein,
Toh Kaise Shehr K Logon Mein Qatal-e-Aam Na Ho,
Mujhe Yaqeen hai K Duniyan Mien Dard Bhar Jayein,
Agar Yeh Peenay Pilanay Ka Ehtmaam Na Ho,
Betha Kar Samnay Bas Dekhta Rahun Tujhko,
Tere Siwa Mujhe Duniyan Ka Koi Kaam Na Ho,
Jo Tujhko Mein Dekhlon Ik Nazar Bhi,
Mere Shehr Ki Galiyon Mein Kabhi Shaam Na Ho.....!!!!
lovely sharing..thanks
Wah Bhai Wah Khwaab Miya,
bahut achha kalaam pesh kiya
aapne Shukriya. Jara ispe bhi gaur
phermaye:
" Sankron phool mohabbat ke
udher khil uthe,
Tumne hansti hui nazer se jo
dekh liya."
zabardast
Shukriya Janabeali,
Bahut achi sher o shayari ho gayi
bus ye hi sisila chalta rahe to
dil bahel jaata hai. Dersal mujhe
jeb bhi koi kalaam pasand aajata
hai, apne aap kahin se milte julte
alfaz dimak main uterne lagte hai
aur hum unhe, tor maror ke hazir
ker dete hai. Shukriya.
bht khooooooooob
~~~☆☆☆☆☆~~~~♡♡â?? ?¡â™¡~~~~
~~~~☆☆☆☆~~~~♡♡♡â? ??¡~~~~~~
bohat umda
zabardasttttt
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!