buhat khub
Ik Rahat Thi Dil Main Woh Ab Nahin
Ik Hasrat Thee Dil Main Woh Ab Nahin
Tanhayi Ka Safar Mushkil Tu Hai Bohat Magar
Ik Bewajah Kee Umeed See Thi Woh Ab Nahin
Mehfiloon Ka Woh Lutf Tu Nahin Ab Magar
Ronaqoun Ki Jo Ravish See Thi Woh Ab Nahin
Zamaana Tu Thaa Woh Yaqeenan Bohat Purlutf Magar
Meray Aangan Main Bhi Thi Tanhayee Bohat Woh Ab Nahin
Auron Say Koi Shikwaa Nahin Humain Magar
Hum Main Bhi Theen Kuch Achaayian Woh Ab Nahin
Iss Baysakuun Ki Neend Main Maza Tu Woh Nahin Magar
Jo Thee Kisi Baad-Sehar Ki Umeed Kabhi Woh Ab Nahin
Chashm Main Aanso Tu Hain Ab Bhi Magar
Khushi K Thay Jo Chand Lamhon Qabal Woh Ab Nahin
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
/up
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
boht umda