be intehaan acha likha hai aur yeh durust bhi hai !
magar jinko yeh samjhana hai un tak tu alfaaz bhi nahiin pohanchey hongey woh log buhut hi baighairat aur be has hotey hain
Alhamdullilah
Allah har cheez qadir hain agar chaye to pak mein hadayat se Nawz sakty hain
Inshallah
Thank u
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
ASSALAM O ALAIKUM WRWB....
sano dear apne bohat acha likha hay.........
bat sirf ye hay k insan bohat besabra hay wo chahta hay k her cheez usey bin mangy ata ho jaye or ALLAH TA'ALA ki zaat aisi he hay k itni sari nematain usey bn mangy he de deta hay wo lekin phir bhi unhain yakeen nahi apny paida kerny waly per k usne unhain paida kiya hay or wohi rizq deny wala hay, Or bury halaat or achy halaat dono ALLAH ki he taraf se hoty hain wo jisko chahta hay zyada rizq deta hay or jisko chahta hay kam rizq deta hay, wo zyada rizq de kerbhi apny bando ko azmata hay or kam rizq de ker bhi.....Or kuch kamzoor imaan waly log usky azmaish per poora uterny ki koshish nahi kerty
Agar insan her haal main apny RAB pe kamil yakeen rakhy to usey ye khouf kabhi paida nahi hoga k aj kaisy guzara karain gay ya kal kia hoga????????
Bus zaroorat isi bat ki hay k kamil yakeen hona chahiye or phir wo RAB apny bando ko kaisy nawazta hay
JAZAK ALLAH KHAIR......
v nice sano brilliant
Yaad Teri Orh Ker Main So Gaya
Khawab Ka Der Khul Gaya Barish Ke Baad
Chand Dekh Ker Badloon Ki Qaid Main
Ik Sitara Ro Deya Barish Ke Baad
thank u INSH
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!
hope so..
Ik Muhabbat ko amar karna tha.....
to ye socha k ..... ab bichar jaye..!!!!