zara sa dil bEhel jaYe to shaYed nEEnd aa jaYe....
Zara si raat dhal jaye to shyed neend a jae
Zara sa dil behal jaye to shyed neend a jae
Abhi to Qurb Hai,Bechainyaan hain,Beqarari Hai
Tabyat Kuch Sambhal jaye to shyed neend a jae
Abhi to Naram jhonkon Mai Chupe hain teer yaadon Ke
Hawa ka Rukh badal jaye to shyed neend a jae
Ye Hansta muskurata Qaafla Chand taaron ka
Zara aage nikal jaye to shyed neend a jae
Ye Toofaan Aansuwon ka Umad aaya hay jo Palkon tak
Kisi Suraat Mei Tal Jaye to shyed neend a jae
Last edited by Killer; 05-11-2010 at 09:28 PM.
zara sa dil bEhel jaYe to shaYed nEEnd aa jaYe....
like karlo
kOi bhEE aisa lamha nahi. . .
jismEin mEre tU hOta nahi.
zaberdast......./up
Yahi Dastoor-E-ulfat Hai,Nammi Ankhon,
Mein Le Kar Bhi,
Sabhi Se Kehna Parta Hai,K Mera Haal,
Behter Hai...!!
bht umdah
~~~☆☆☆☆☆~~~~♡♡â?? ?¡â™¡~~~~
~~~~☆☆☆☆~~~~♡♡♡â? ??¡~~~~~~
thanks all
nic3
poet nu dOc sy ruju krna chaiey
Ù†Û Ø¬Ø§Ù†Û’ ÛÙ… Ú©Ûاں Ú¯Ù… ÛÙˆ Ú†Ú©Û’ Ûیں ....
جو ممکن ÛÙˆ -- تو ÛÙ… Ú©Ùˆ ڈهونڈ لاٶ ...
very nice
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا